SAJA HAI AISA TERA AASTAN GAREEB NAWAZ NAAT LYRICS
SAJA HAI AISA TERA AASTAN GAREEB NAWAZ
NISAAR USPE SABHI KAIKASHA GAREEB NAWAZ
TERE DAIYAR KI RANAIYO KA KAY KHENA
TERA DAYAR HAI RASK-E-JINNA GAREEB NAWAZ
TU BAAGH E SHER E KUDA KA WO PHOOL HAI
JIS SY MEHAK RAHA HAI HAR GULSITA GAREEB NAWAZ
TUMHI SY HIND MAIN DEEN- E-RASOOL- E -AKRAM KI
HARI BARI HAI SABHI TAHNIYA GAREEB NAWAZ
JISE TU CHAIYEAH USE TU SALTANAT AATA KARDE
TUMHARE KADMO MAIN HAI KURSIYA GAREEB NAWAZ
TUMHARE KADMO MAIN SHAHO N TAAJ SAR RAKHA
TUMHARI SHAAN BULAND AASMAN GAREEB NAWAZ
TUMHARE LUTFO KARAM KO SADAE DETA HAI
SISAK SISAK K DIL-E-NATAWA GAREEB NAWAZ
KALAM-E- HUZZOR SARKAR GULZAR-E-MILLAT
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...4,225 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...1,143 views

Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics Naseebon Ko Jagaya...971 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...815 views