Mitha madina door hai Naat Lyrics

Mitha madina door hai Naat Lyrics

 

Allahumasallyala syidna mumammadin

Mitha madina door hai
Jana bhi zaraur hai
Teyba badi door aqa

Allahumasallyala sayedna muhammadin

Rehmatin alam tera laqab hai teri unchi shaan hai
Sara alam tera bhikari tu sab ka sultan hai
Mujh se gum ke maro ka tujh pr hi bas man hai
pas bulalo ab to aqa mudat se arman hai
Teyba badi door aqa

Allahumasallyala seydina muhammadin

Jb bhi kafila dekhun koi Teyba nagar ko jata hai
Phut Phut ke dil rota hai mujhko bada tadpata hai
Mere dil ko pal bhr bhi phir chein zara na ata hai
Rukh Teyba ki janib kr k bas ye rota jata hai

Allahumasallyala seydina muhammadin

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...6,632 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...1,567 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...1,289 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...1,193 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...1,079 views

Leave a Comment