Unki chowkhat pe sar jhukayen hain Naat Lyrics

Unki chowkhat pe sar jhukayen hain Naat Lyrics
Unki chowkhat pe sar jhukayen hain
Jo bhi paaye unhi se paaye hain

Soz e dil ki dawa mili hai unhe
Jo aqidat se dar pe aaye hain

Kya bigadegi aatish e dowzakh
Teri rehmat ke sar pe saaye hain

Qalb e ghafil yahi wo jannat hai
Arsh wale bhi jis me aaye hain

Bharte hain jholiyan wahi sabki
Maangne tajdaar aaye hain

Lakhon qudsi dayar e Aaqa par
Arsh se pehra dene aaye hain

Ho karam is Tameem e Aasi par
Abr e gham aaj dil pe chaaye hain

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,167 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,957 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,930 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,593 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...2,046 views

Leave a Comment