Wo Shehre Mohabbat Jahan Mustafa Hai Naat Lyrics

Wo Shehre Mohabbat Jahan Mustafa Hai Naat Lyrics
वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं
वहीं घर बनाने को दिल चाहता है
वो सोने से कंकर, वो चाँदी सी मिट्टी
नज़र में बसाने को दिल चाहता है

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं
वहीं घर बनाने को दिल चाहता है

जो पूछा नबी ने कि कुछ घर भी छोड़ा
तो सिद्दीक़-ए-अकबर के होंटों पे आया
वहाँ माल-ओ-दौलत की क्या है हक़ीक़त
जहाँ जाँ लुटाने को दिल चाहता है

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं
वहीं घर बनाने को दिल चाहता है

जिहाद-ए-मोहब्बत की आवाज़ गूँजी
कहा हन्ज़ला ने ये दुल्हन से अपनी
इजाज़त अगर हो तो जाम-ए-शहादत
लबों से लगाने को दिल चाहता है

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं
वहीं घर बनाने को दिल चाहता है

सितारों से ये चाँद कहता है हर-दम
तुम्हें क्या बताऊँ वो टुकड़ों का ‘आलम
इशारे में आक़ा के इतना मज़ा था
कि फिर टूट जाने को दिल चाहता है

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं
वहीं घर बनाने को दिल चाहता है

वो नन्हा सा असग़र, वो एड़ी रगड़ कर
यही कह रहा था वो ख़ैमे में रो कर
ऐ बाबा ! मैं पानी का प्यासा नहीं हूँ
मेरा सर कटाने को दिल चाहता है

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं
वहीं घर बनाने को दिल चाहता है

जो देखा है रू-ए-जमाल-ए-रिसालत
तो, ताहिर ! ‘उमर मुस्तफ़ा से ये बोले
बड़ी आप से दुश्मनी थी मगर अब
ग़ुलामी में आने को दिल चाहता है

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं
वहीं घर बनाने को दिल चाहता है

शायर:
ताहिर रज़ा रामपुरी

Wo Shehre Mohabbat Jahan Mustafa Hai
Wahin Ghar Banaane Ko Dil Chaahta Hai
Wwo Sone Se Kankar, Wo Chaandi Si mitti
Nazar me Basaane Ko Dil Chaahta Hai

Wo Shehre Mohabbat Jahan Mustafa Hai
Wahin Ghar Banaane Ko Dil Chaahta Hai

Jo poochha nabi ne ki kuchh ghar bhi chho.Da
To siddiq-e-akbar ke honTo.n pe aaya
Wahaan maal-o-daulat ki kya hai haqeeqat
Jahan jaan lutaane ko dil chaahta hai

Wo Shehre Mohabbat Jahan Mustafa Hai
Wahin Ghar Banaane Ko Dil Chaahta Hai

Jihaad-o-mohabbat ki aawaaz goonji
Kkaha hanzla ne ye dulhan se apni
Ijaazat agar ho to jaam-e-shahaadat
Labo se lagaane ko dil chaahta hai

Wo Shehre Mohabbat Jahan Mustafa Hai
Wahin Ghar Banaane Ko Dil Chaahta Hai

Sitaaron se ye chaand kehta hai har-dam
Tumhe kya Bataaun wo Tukdon ka ‘aalam
Ishaare me aaqa ke itna maza tha
Ki phir Toot jaane ko dil chaahta hai

Wo Shehre Mohabbat Jahan Mustafa Hai
Wahin Ghar Banaane Ko Dil Chaahta Hai

Wo Nanha sa asgar, Wo e Di ragad kar
Yahi Keh raha tha wo Khaime me ro kar
Ai baaba ! main paani ka pyaasa nahin hun
Mera sar kataane ko dil chaahta hai

Wo Shehre Mohabbat Jahan Mustafa Hai
Wahin Ghar Banaane Ko Dil Chaahta Hai

Jo Dekha Hai Roo-e-jamaal-e-risaalat
To, Taahir ! ‘umar mustafa se ye bole
Badi aap se dushmani thi magar ab
Gulaami me aane ko dil chaahta hai

Wo Shehre Mohabbat Jahan Mustafa Hai
Wahin Ghar Banaane Ko Dil Chaahta Hai

 

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...2,071 views
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics     Naseebon Ko Jagaya...906 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...760 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen | Barkate RazaDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...520 views
Allah Janta Hai Muhammad Ka Martaba Lyricsℹ️ Kalaam Info (Jankari) Attribute Detail Kalam (Title) Allāh Jāntā Hai Muḥammad...476 views

Leave a Comment