Ya Nabi Salam Alayka (Arabic Version) Naat Lyrics

Ya Nabi Salam Alayka (Arabic Version) Naat Lyrics

 

*Ya nabi Salam alaika*

Anta noorol lahy fajran Jeita baadal osry yosran
Rabbona aalaka kadran Ya imam al anbeya’ee

*Anta fel wejdany hayyon*
*Anta lel aynayny dayyon*
*Anta endal hawdy reyyon*
*Anta haden wa safeyyon*
*Ya habeeby ya Muhammad*

Ya nabi salam alayka Ya rassool salam alayka
Ya habeeb salam alayka Salawatol lah alayka

Taala Al-Badru alaina, Min Saniyyatil Wadaai,
Wajabaa shshukruu Alainaa, Maa Da’aa Lillaahi Daai.

Rehmatoon kay taaj walay, do jahan kay raaj walay,
aarsh ki mairaaj walay, aasiyon ki laaj walay.

Ya Nabi salam alayka Ya Rasool salaam alaika
Ya Habib salaam alaika Swalawatullah alaika.

Mustafa khairul wara ho, sarware har do sara ho,
apnay achhon ka tasaduk, hum baddon ko bhi nibaa ho.

Yaa nabi salam…..

Rooh Jab Tan Se Juda Ho Mahe Ramzan Din Jumma Ho
Dophar Se Din Dhala Ho Lab Pe Jaari Yeh Sada Ho

Ya Nabi salam alayka Ya Rasool salaam alaika
Ya Habib salaam alaika Swalawatullah alaika.

Jaan Kar Kafi Sahara Le Liya Hai Dar Tumhara
Khalq Ke Waris Khudara Lo Salaam Ab To Hamara
As-Tufail-E-Ghous E Azam, Ganj-e-Bakhsh E Faiz E Azam,
Sadqae Imam E Azam, Door Hoon Sab Hi Ke Ranj O Gham.

Ya Nabi salam alayka Ya Rasool salaam alaika
Ya Habib salaam alaika Swalawatullah alaika.

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...2,352 views
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics     Naseebon Ko Jagaya...926 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...817 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen | Barkate RazaDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...525 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...510 views

Leave a Comment