Aey Khatme Khele Anbiya Khairul Bashar Khairul Wara Naat Lyrics

Aey Khatme Khele Anbiya Khairul Bashar Khairul Wara Naat Lyrics

 

Aey Khatme Khele Anbiya, Khairul Bashar, Khairul Wara

Har Ibtida Ki Intiha, Khairul Bashar, Khairul Wara

Ganjina-aey Lutfo Ata, Khairul Bashar, Khairul Wara

Sar Chasmaa-e Judo Sakha, Khairul Bashar, Khairul Wara

Aey Khatme Khele Anbiya, Khairul Bashar, Khairul Wara

Har Ibtida Ki Intiha, Khairul Bashar, Khairul Wara

Mashriq Se Maghrib Tak Zia, Salle Ala, Badrud Duja

Aaraaishein Subho Masha, Khairul Bashar, Khairul Wara

Aey Khatme Khele Anbiya, Khairul Bashar, Khairul Wara

Har Ibtida Ki Intiha, Khairul Bashar, Khairul Wara

Farshe Zami Se Arsh Tak, Bas Aek Qadre Mujhtarik

Mehboobe Zaate Kibriya, Khairul Bashar, Khairul Wara

Aey Khatme Khele Anbiya, Khairul Bashar, Khairul Wara

Har Ibtida Ki Intiha, Khairul Bashar, Khairul Wara

Qaide Jafa Se Maawra, Daarain Par Phaila Hua

Aek Rehmaton Ka Silsila, Khairul Bashar, Khairul Wara

Aey Khatme Khele Anbiya, Khairul Bashar, Khairul Wara

Har Ibtida Ki Intiha, Khairul Bashar, Khairul Wara

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,211 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,959 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,936 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,609 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...2,067 views

Leave a Comment