बलग़ल उला बि कमालिही / Balaghal Ula Bekamaalaihi Lyrics

Balaghal Ula Bekamaalaihi Lyrics

 

Balaghal Ula Bi Kamalihi, Kashafad Duja Bi Jamalihi,
Hasunat Jameeu Khisalihi, Sallo Alaihi Wa aalihi.

Main Behak Sakoon Yeh Majaal Kiya, Mera Rahmnuma Koi Aur Hai,
Mujhe Khoob Jaan Lein Manzilein, Ye Shikasta Pa Koi Aur Hai.

Jo Tumhari Jali Se Muttasilm, Hai Sutho Ke Picche Khajil Khajil,
Nahi Main Nahin Woh Marize Dil, Na Meray Siwa Koi Aur Hua.

Meri Iltija Hai Yeh Dosto, Kabhi Tum Jo Soove Haram Chalo,
To Bana ke Sarko Qadam Chalo, Ke Yeh Rasta Koi Aur Hai.

Hai Tujhe Khabar Shahe Einoaan, Meri Wajhe Raahate Qalbo Jaan,
Na Tere Siwa Koi Aur Tha, Na Tere Siwa Koi Aur Hai.

Ye Ghuman Tha Kahin Saal Say, Yeh Yaqeen Hai Kahin Roz Se,
Meray Dil Se Ghumbad e Sabz Ka, Yeh Muamla Koi Aur Hai.

Main Jo Door Arze Haram Se Tha, Hoi Khulde Gosh Haseen Sada,
Hai Isi Mein Majide Be Nawa, Ke Yeh Kaafila Koi Aur Hai.

 

 

Balaghal Ula Bekamaalaihi Lyrics
Balaghal Ula Bekamaalaihi Lyrics

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...6,985 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...1,660 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...1,346 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...1,244 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...1,146 views

Leave a Comment