MANA KE MAI SARKAR GUNAHGAAR BAHUT HU NAAT LYRICS
Mana ke mai Sarkar Gunahgaar Bahut hu
Mehshar me shafa’at ka talabgaar bahut hu
Aasi hun Shaha dijiye rehmat ka sahara
Mujrim hun gunaho me giraftaar bahut hu
Ye hai meri auqaat ghulame Shahe dee hun
Par itna kahoonga ke siyahkaar bahut hu
Hasrat hai meri maut Madine me hi aaye
Tayba ke nazaro ka talabgaar bahut hu
Daman Nabi ka thaam liya hai Tameem ne
Sunle aye munafiq mai samjhdaar bahut hu
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,166 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,957 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,930 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,592 views