DIL PARESHAN HAI KYA HONA HAI NAAT LYRICS

DIL PARESHAN HAI KYA HONA HAI NAAT LYRICS

 

dil pareshan hai kya hona hai

bebas insan hai kya hona hai

 

ek nazar kas me denkhu un ko

kaise imkan hai kya hona hai

dil pareshan hai kya …………………

 

rue jana ki kasam dil me mere

unka hi dhyan hai kya hona hai

dil pareshan hai kya …………………

 

tere didar pe mere jana

dil ye kurban hai kya hona hai

dil pareshan hai kya …………………

 

bate kuchh or bhi tum se karte

waqk ek aan hai hai kya hona hai

dil pareshan hai kya …………………

 

kyu na dil tum se lagaega ‘rafi’

wo bhi insaan hai kya hona hai

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,147 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,954 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,928 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,586 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...2,036 views

Leave a Comment