DIL EK PAL ARAM NA PAYE VO BHI ITNI RAAT GAYE NAAT LYRICS
Dil ek pal aram na paye, Vo bhi itni raat gaye,
Reh reh kar taiba yaad aye,Vo bhi itni raat gaye
Rehmat e alam apki yaade kam ajati hai warna
Kon hamara jee behlaye vo bhi itni raat gaye
Apne kafoori hoto se chume kadam yaaa de avaz
Is tarah jibreel jagaye vo bhi itni raat gaye
Ishq ka mara dil bechhara jab koi uska bass na chala
Hizr nabi me ashk bahaye vo bhi itni rat gaye
Rehmat-e-alam apki yaade kam ajati hai warna
Kon hamara j behlaye vo bhi itni raat gaye
Dil me kasaq paida hoti hai akhai nem ho jati hai
Jab mehzar Tu naat sunaye vo bhi itni raat gaye
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,279 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,980 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,948 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,629 views
Jinki Maa Fatima Aur Nana Rasool Salam LyricsJinki Maa Fatima Aur Nana Rasool Salam Lyrics Jinki Maa Fatima Aur...2,104 views