KHUSRAVI ACHI LAGI NA SARWARI ACHI LAGI NAAT LYRICS

KHUSRAVI ACHI LAGI NA SARWARI ACHI LAGI NAAT LYRICS

 

Khusravi Achi Lagi Na Sarwari Achi Lagi,
Ham Faqiron Ko Madine Ki Gali Achhi Lagi,

Door Thae To Zindagi Be Rang Thi Be Kaef Thi, …. (2)
Un Kae Kuche Mae Gayai To, …. (2)
Zindagi Achhi Lagi,

Ham Faqiron Ko Madine Ki Gali Achhi Lagi

Mae Na Ja Unga Ka Hi Be, Daar Nabi Ka Chour Kar, …(2)
Muj Ko Kuwe Mustafa Ki, Muj Ko Kuwe Mustafa Ki,
Jha Kari Achhi Lagi

Ham Faqiron Ko Madine Ki Gali Achhi Lagi

Naaz Kar Tu Ae Halima Sarwarae Konane Par, … (2)
Ghar Lagi Achhi To Teri,Ghar Lagi Achhi To Teri,
Jhoupari Achhi Lagi,

Ham Faqiron Ko Madine Ki Gali Achhi Lagi

Rakh Deya Sarkar Kae Kadmo Pe, Sultan No Ne Sar, …. (2)
Sarwarae Konane Maka Ki, Sarwarae Konane Maka Ki,
Sadaaqi Achhi Lagi,

Ham Faqiron Ko Madine Ki Gali Achhi Lagi,

Mehro Ma Ki Roshani, Mana The Achhi Hai Magar, ..(2)
Sab Se Ghum Bad Ke Mujhe To, Sab Se Ghum Bad Ke Mujhe To,
Roshine Achhi Lagi,

Ham Faqiron Ko Madine Ki Gali Achhi Lagi,

Aage Mehfil Me Niaazi Naat Jo Mane Parhi, ..(2)
Asha Tanane Mustafa Ko,Asha Tanane Mustafa Ko,
Wo Bari Achhi Lagi,

Ham Faqiron Ko Madine Ki Gali Achhi Lagi

Khusravi Achi Lagi Na Sarwari Achi Lagi,
Ham Faqiron Ko Madine Ki Gali Achhi Lagi

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,166 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,957 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,930 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,592 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...2,045 views

Leave a Comment