Maula Ali Ka Pyara Karbal Ko Ja Raha Hai Lyrics

Maula Ali Ka Pyara Karbal Ko Ja Raha Hai Lyrics

 

 

Maula Ali Ka Pyara Karbal Ko Ja Raha Hai
Noore Nazar Nabi Ka Taybaah Se Jaa Raha Hai

Lelo Salame Aakhir Rukhsat Muje Do Naana
Islaam Ko Bachaane Shabbir Ja Raha Hai

Ja Kar Baqee Mein Bhi Amma Yun Pukaara
Ye Laadla Tumhaara Is Dar Se Ja Raha Hai

Ro Kar Pukaare Naana , Chhut Ta Hai Ye Madina
Shabbir Ko Yahi Gham Aansu Rula Raha Hai

Lete The Jis Gale Par Bose , Nabi Muhammad
Us Hi Ghale Pe Dushman Khanjar Chala Raha Hai

Matlab Ye Sar Kata Kar Asgar Ka Khoon De Kar
Shabbir Apne Naana Ka Deen Bacha Raha Hai

Yusuf Bayaan Kare Kya Karbal Ki Daastaan Ko
Khulti Nahin Zabaan Aur Di Kaampa Ja Raha Hai

 

 

Maula Ali Ka Pyara Karbal Ko Ja Raha Hai Lyrics in Hindi

मौला अली का प्यारा करबल को जा रहा है
नूरे नज़र नबी का , तयबाह से जा रहा है

लेलो सलामे आखिर , रुखसत मुझे दो नाना
इस्लाम को बचाने , शब्बीर जा रहा है

जा कर बक़ी में भी अम्मा यूँ पुकारा
ये लाडला तुम्हारा , इस दर से जा रहा है

रो कर पुकारे नाना , छूट ता है ये मदीना
शब्बीर को यही ग़म आंसू रुला रहा है

लेते थे जिस गले पर बोसे , नबी मुहम्मद
उस ही गले पे दुश्मन खंजर चला रहा है

मतलब ये सर कटा कर , असगर का खून दे कर
शब्बीर अपने नाना का दीं बचा रहा है

युसूफ बयां करे क्या करबल की दास्ताँ को
खुलती नहीं ज़बां और दिल काम्पा जा रहा है

Popular Posts

Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With TazmeenDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...134 views
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho LyricsMera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics Mera Jeena Mera...81 views
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...68 views
Rehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf LyricsRehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf Lyrics   Rehmat Na...54 views
Salam Aap Par Tajdare Madina Lyrics  Salam Aap Par Tajdare Madina Darood Aap Par Share Yaar Madina...48 views

Leave a Comment