Mere Lab Pe Raat Din Hai Tera Naam Ghaus-e-Azam LYRICS

Mere Lab Pe Raat Din Hai Tera Naam Ghaus-e-Azam LYRICS

 

मेरे लब पे रात दिन है तेरा नाम ग़ौस-ए-आज़म / Mere Lab Pe Raat Din Hai Tera Naam Ghaus-e-Azam

 

मेरे लब पे रात दिन है तेरा नाम, ग़ौस-ए-आ’ज़म !
तेरे ज़िक्र से बने हैं मेरे काम, ग़ौस-ए-आ’ज़म !

मेरे रास्ते में आ कर कभी मुश्किलें न ठहरीं
मेरे काम आ रहा है तेरा नाम, ग़ौस-ए-आ’ज़म !

जो नज़र उठा के देखूँ तो हो सामने मदीना
मेरे ‘इश्क़ को ‘अता कर वो मक़ाम, ग़ौस-ए-आ’ज़म !

तू ‘अली का ज़ोर-ए-बाज़ू, तू रसूल-ए-हक़ की ख़ुश्बू
है सख़ावतों का मंसब तेरे नाम, ग़ौस-ए-आ’ज़म !

मेरा का’बा-ए-इरादत है उन्हीं का आस्ताना
कि तमाम औलिया के हैं इमाम ग़ौस-ए-आ’ज़म

करे क्यूँ न आ के का’बा भी तवाफ़ उन के दर का
कि तमाम औलिया के हैं इमाम, ग़ौस-ए-आ’ज़म !

मेरी ख़ाली झोली भर दे, मुझे मालामाल कर दे
तेरा फ़ैज़, तेरी रहमत तो है ‘आम, ग़ौस-ए-आ’ज़म !

है उन्हीं के रुख़ से रौशन मह-ओ-मेहर और, अंजुम !
मेरी सुब्ह ग़ौस-ए-आ’ज़म, मेरी शाम ग़ौस-ए-आ’ज़म

शायर:
क़मर अंजुम

ना’त-ख़्वाँ:
हाजी मुश्ताक़ अत्तारी
क़ारी रिज़वान ख़ान

 

mere lab pe raat din hai tera naam, Gaus-e-aa’zam !
tere zikr se bane hai.n mere kaam, Gaus-e-aa’zam !

mere raaste me.n aa kar kabhi mushkile.n na Thehri.n
mere kaam aa raha hai tera naam, Gaus-e-aa’zam !

jo nazar uTha ke dekhu.n to ho saamne madina
mere ‘ishq ko ‘ata kar wo maqaam, Gaus-e-aa’zam !

tu ‘ali ka zor-e-baazu, tu rasool-e-haq ki KHushboo
hai saKHaawato.n ka mansab tere naam, Gaus-e-aa’zam !

mera kaa’ba-e-iraadat hai unhi.n ka aastaana
ki tamaam auliya ke hai.n imaam Gaus-e-aa’zam

kare kyu.n na aa ke kaa’ba bhi tawaaf un ke dar ka
ki tamaam auliya ke hai.n imaam Gaus-e-aa’zam

meri KHaali jholi bhar de, mujhe maalaamaal kar de
tera faiz, teri rehmat to hai ‘aam, Gaus-e-aa’zam !

hai unhi.n ke ruKH se raushan mah-o-mehr aur, Anjum !
meri sub.h Gaus-e-aa’zam, meri shaam Gaus-e-aa’zam

Poet:
Qamar Anjum

Naat-Khwaan:
Haji Mujhtaq Attari
Qari Rizwan Khan

 

Mere Lab Pe Rat Din Hai Tera Nam Ghouse Aazam || મેરે લબ પે રાત દિન હૈ તેરા નામ ગૌ઼ષે આ’ઝમ

 

Mere Lab Pe Rat Din Hai || મેરે લબ પે રાત દિન
Mere Lab Pe Rat Din Hai || મેરે લબ પે રાત દિન

Mere Lab Pe Rat Din Hai || મેરે લબ પે રાત દિન
મેરે લબ પે રાત દિન હૈ તેરા નામ ગૌ઼ષે આ’ ઝમ,

*તેરે ઝિક્ર સે બને હૈં મેરે કામ ગૌ઼ષે આ’ઝમ.

*મેરે રાસ્તે મેં આકર કભી મુશ્કિલે ન ઠેહરી,

*મેરે કામ આ રહા હૈ તેરા નામ ગૌ઼ષે આ’ઝમ.

*જો નઝર ઉઠાકે દેખું તો હો સામને મદીના,

*મેરે ઈશ્ક કો અતા કર વો મકામ ગૌ઼ષે આ ‘ઝમ.

*કરે ક્યું ન આકે કા’બા ભી તવાફ ઉનકે દર કા,

*કે તમામ ઔલિયા કે હૈં ઈમામ ગૌ઼ષે આ’ઝમ.

*મેરી ખાલી ઝૌલી ભર દો મુઝે માલામાલ કર દો,

*તેરા ફૈઝ તેરી રહમત તો હૈ આમ ગૌ઼ષે આ’ઝમ

*મેરે દિલ કી યે દુઆ હૈ યાદે નબી મેં ગુઝરે,

*મેરી સુબ્હ ગૌ઼ષે આ’ઝમ, મેરી શામ ગૌ઼ષે આ’ઝમ.

મેરે લબ પે રાતદિન હૈ તેરા નામ ગૌ઼ષે આ’ઝમ,

*તેરે ઝિક્ર સે બને હૈં મેરે કામ ગૌ઼ષે આ’ઝમ.

રદિયલ્લાહુ તઆલા અન્હુ

Hindi Lyrics Also

1. मेरे लब पे रात दिन है तेरा नाम गौषे आ’ज़म,
तेरे ज़िक्र से बने हैं मेरे काम गौषे आ’ज़म।

2. मेरे रास्ते में आकर कभी मुश्किलें न ठहरीं,
मेरे काम आ रहा है तेरा नाम गौषे आ’ज़म।

3. जो नज़र उठाके देखूं तो हो सामने मदीना,
मेरे इश्क़ को अता कर वो मकाम गौषे आ’ज़म।

4. करे क्यूँ न आके काबा भी तवाफ उनके दर का,
के तमाम औलिया के हैं इमाम गौषे आ’ज़म।

5. मेरी खाली झोली भर दो मुझें मालामाल कर दो,
तेरा फैज़ तेरी रहमत तो है आम गौषे आ’ज़म।

6. मेरे दिल की ये दुआ है यादे नबी में गुज़रे,
मेरी सुबह गौषे आ’ज़म, मेरी शाम गौषे आ’ज़म।

7. मेरे लब पे रात दिन है तेरा नाम गौषे आ’ज़म,
तेरे ज़िक्र से बने हैं मेरे काम गौषे आ’ज़म।

And In English Lyrics Also

1. Mere Lab Pe Raat Din Hai Tera Naam Ghouse Aazam,
Tere Zikr Se Bane Hain Mere Kaam Ghouse Aazam.

2. Mere Raste Mein Aakar Kabhi Mushkilein Na Thehri,
Mere Kaam Aa Raha Hai Tera Naam Ghouse Aazam.

3. Jo Nazar Uthake Dekhoon To Ho Saamne Madina,
Mere Ishq Ko Ata Kar Wo Makam Ghouse Aazam.

4. Kare Kyun Na Aake Kaaba Bhi Tawaf Unke Dar Ka,
Ke Tamaam Awliya Ke Hain Imaam Ghouse Aazam.

5. Meri Khaali Jholi Bhar Do Mujh Ko Maalaamaal Kar Do,
Tera Faiz Teri Rahmat To Hai Aam Ghouse Aazam.

6. Mere Dil Ki Ye Dua Hai Yaade Nabi Mein Guzre,
Meri Subah Ghouse Aazam, Meri Shaam Ghouse Aazam.

7. Mere Lab Pe Raat Din Hai Tera Naam Ghouse Aazam,
Tere Zikr Se Bane Hain Mere Kaam Ghouse Aazam.

Razi Allahu Ta’ala Anhu

More Lyrics Links

Pegham Saba Laye Hai Gulzar-E-Nabi Se Naat Lyrics

Pahunchun Dare Sarkar Pe Chaha To Yahi Hai Naat Lyrics

HUZOOR AA GAYE HAIN Naat Lyrics

મન્ક઼બત શાને ગૌષે આઝમ તજલ્લીએ નૂરે કિ઼દમ ગૌષે આઝમ,

Koo-E-Nabi Se Aana Sa Ke Ham,Rahat Hi Kuch Aisi Thi

મન્ક઼બત શાને ગૌષે આઝમ તજલ્લીએ નૂરે કિ઼દમ ગૌષે આઝમ,

અસીરોં કે મુશ્કિલ કુશા ગૌષે આ’ઝમ

Aaya Hai Ye Tera Deewaana SHAI’AN LILLAH SHAI’AN LILLAH

Faaslaun Ko Takalluf Hai Hum Se Agar – NAAT

મંગતે ખાલી હાથ ના લૌટે

જબ હુસ્ન થા ઉન્કા જલવા નૂમા

ખુદા કી અઝમતેં કયા હૈં મોહમ્મદ મુસ્તફા જાને

મુજે દર પે ફીર બુલાના મદની મદીને વાલે

હુઝૂર મેરી તો સારી બહાર આપ સે હૈ

Pegham Saba Laye Hai Gulzar-E-Nabi Se Naat Lyrics

Mere Lab Pe Rat Din Hai Tera Nam Ghouse Aazam || મેરે લબ પે રાત દિન હૈ તેરા નામ ગૌ઼ષે આ’ઝમ

Haq Pasand Wa Haq Numa Wa Haq Nawa Milta Nahi

Ek Main Hi Nahi Un Par Qurban Zamana Hai,

Dhoom Machado Aamad Ki Aa Gaye Sarkar

Aankhein Ro Ro Ke Sujane Wale

Ae Saba Mustafa Se Kehdena Gham Ke Maare Salam Kehte Hein,

Mustafa E Zaate Yakta Aap Hein

Outbound Links For More Silamic Lyrics And Images

Https://Barkateraza.In/Author/Naat-Raza/Page/2/

Popular Posts

Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With TazmeenDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...60 views
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho LyricsMera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics Mera Jeena Mera...54 views
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...52 views
Rehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf LyricsRehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf Lyrics   Rehmat Na...29 views
Allah Janta Hai Muhammad Ka Martaba Lyricsℹ️ Kalaam Info (Jankari) Attribute Detail Kalam (Title) Allāh Jāntā Hai Muḥammad...28 views

Leave a Comment