KABE PE PARI JAB PEHLI NAZAR NAAT LYRICS

KABE PE PARI JAB PEHLI NAZAR NAAT LYRICS

 

Kaa’be Pei Pari Jab Pehli Nazar Kya Cheez Hai Duniya Bhul Gayi
Youn Hosh-O-Khard Maflooj Hote Dil Zook-E-Tamasha Bhul Gayi

Ahsaas Ke Parde Lehraye Imaan Ki Haraarat Teezi Hoyi
Sajdoun Ki Tarap Allah Allah Sar Apna Sooda Bhul Geya

Poncha Jo Haram Ki Chookhat Tak Aik Ibre Karam Ne Gheer Liya
Baqi Na Raha Phir Hosh Mujhe Kya Mangha Aur Kya Kya Bhul Geya

Jis Waqt Dua’a Ko Haat Uthe Yaad Na Saka Jo Socha Tha
Izhaar-E-Aaqeedat Ki Dahan Mei Izhaar-E-Tamana Bhul Geya

Har Waqt Barasti Hai Hai Rehmat Kaa’be Mein Jameel Alllah Allah
Khaki Houn Main Kitna Bhul Geya Aati Houn Main Kitna Bhul Geya

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,203 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,959 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,936 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,605 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...2,061 views

Leave a Comment