nabi ke pehredaar wafaa ke alamdaar haqq chaar yaar lyrics

Nabi ke Pehredaar Wafaa ke Alamdaar Haqq Chaar Yaar Lyrics

Labbayk Wa Sadayk Ashabe Muhammad
Labbayk Ashabe Muhammad

Khuda ko Inse Pyaar Hein Mustafa ke Yaar
Nabi ke Pehredaar Wafaa ke Alamdaar
Jinko hai Inse Pyaar Wo milke bole yaar

Haqq Chaar Yaar Haqq Chaar Yaar
Haqq Chaar Yaar Haqq Chaar Yaar

Sahaba Sahaba Hamare Sahaba
Nabi Chand hein aur Sitaare Sahaba

Abu Bakro Farooq Usmaano Haidar
Yahi Chaar hein saari Ummat ke rehbar

Bane Deene Haq ke sahaare Sahaba
Nabi Chand hein aur Sitaare Sahaba

Nabi ke Pehredaar Wafaa ke Alamdaar
Jinko hai Inse Pyaar Wo milke bole yaar

Haqq Chaar Yaar Haqq Chaar Yaar
Haqq Chaar Yaar Haqq Chaar Yaar

Ye Ahekaame Quraan baja laane waale
Muhammad ke Parcham ko lehraane waale

Nabi ke Muhaafiz Hamare Sahaba
Nabi Chand hein aur Sitaare Sahaba

Nabi ke Pehredaar Wafaa ke Alamdaar
Jinko hai Inse Pyaar Wo milke bole yaar

Haqq Chaar Yaar Haqq Chaar Yaar
Haqq Chaar Yaar Haqq Chaar Yaar

Hadeeson mein waazeh Ishaara mila hai
Khilafat mein pehlaa jo darja mila hai

Hai Siddiq Afzal Pukaare Sahaaba
Nabi Chand hein aur Sitaare Sahaba

Nabi ke Pehredaar Wafaa ke Alamdaar
Jinko hai Inse Pyaar Wo milke bole yaar

Haqq Chaar Yaar Haqq Chaar Yaar
Haqq Chaar Yaar Haqq Chaar Yaar

Fida ka Abi o Ummi o Ruhi
Wo gazwa e Uhad ka ya badr ki waadi

Bapa gendo hur ye pukare sahaaba
Nabi chand hai aur sitare sahaaba

Nabi ke Pehredaar Wafaa ke Alamdaar
Jinko hai Inse Pyaar Wo milke bole yaar

Haqq Chaar Yaar Haqq Chaar Yaar
Haqq Chaar Yaar Haqq Chaar Yaar

Kharabi hai uske nasab mein kharabi
Jo kam karna chaahe shaane sahaaba

Pade gi use khub maare sahaaba
Nabi chand hai aur sitare sahaaba

Nabi ke Pehredaar Wafaa ke Alamdaar
Jinko hai Inse Pyaar Wo milke bole yaar

Haqq Chaar Yaar Haqq Chaar Yaar
Haqq Chaar Yaar Haqq Chaar Yaar

Wo Qaume Sahaaba ki azmat ko samjo
Muhammad ki sohbat ka aezaz dekho

Ujagar khuda ko bhi pyare sahaba
Nabi chand hai aur sitare sahaaba

Nabi ke Pehredaar Wafaa ke Alamdaar
Jinko hai Inse Pyaar Wo milke bole yaar

Haqq Chaar Yaar Haqq Chaar Yaar
Haqq Chaar Yaar Haqq Chaar Yaar

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...6,717 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...1,601 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...1,303 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...1,205 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...1,103 views

Leave a Comment