Dushman-e-Ala-Hazrat Se Mat Pyar Kar | Jo Raza Ka Nahin Wo Hamara Nahin

दुश्मन-ए-आला-हज़रत से मत प्यार कर | जो रज़ा का नहीं वो हमारा नहीं / Dushman-e-Ala-Hazrat Se Mat Pyar Kar | Jo Raza Ka Nahin Wo Hamara Nahin
दुश्मन-ए-आ’ला-हज़रत से मत प्यार कर
जो रज़ा का नहीं, वो हमारा नहीं
उस पे मत डालना दोस्ती की नज़र
जो रज़ा का नहीं, वो हमारा नहीं

दुश्मन-ए-आ’ला-हज़रत से मत प्यार कर
जो रज़ा का नहीं, वो हमारा नहीं

आ’ला हज़रत से जलना ये चिड़ना तेरा
हश्र में यूँ हुवा तो करेगा तू क्या
देख कर तुझ को कह दें जो ख़ैर-उल-बशर
जो रज़ा का नहीं, वो हमारा नहीं

दुश्मन-ए-आ’ला-हज़रत से मत प्यार कर
जो रज़ा का नहीं, वो हमारा नहीं

बात हक़ है तो डरने की क्या बात है
हक़-त’आला की रहमत तेरे साथ है
हर जगह, हर क़दम पर ये ए’लान कर
जो रज़ा का नहीं, वो हमारा नहीं

दुश्मन-ए-आ’ला-हज़रत से मत प्यार कर
जो रज़ा का नहीं, वो हमारा नहीं

क्यूँ कहूँ तुम से कुछ, क्यूँ सुनूँ तुम से कुछ
तुम ‘अक़ीदे से कुछ, मैं ‘अक़ीदे से कुछ
बहस की क्या ज़रुरत है अल-मुख़्तसर
जो रज़ा का नहीं, वो हमारा नहीं

दुश्मन-ए-आ’ला-हज़रत से मत प्यार कर
जो रज़ा का नहीं, वो हमारा नहीं

जो रज़ा का नहीं, वो नबी का नहीं
जो नबी का नहीं, वो ख़ुदा का नहीं
बात ये कह रहा हूँ बहुत सोच कर
जो रज़ा का नहीं, वो हमारा नहीं

दुश्मन-ए-आ’ला-हज़रत से मत प्यार कर
जो रज़ा का नहीं, वो हमारा नहीं

जिस को अहमद रज़ा की ग़ुलामी मिली
हर क़दम पे उसे नेक-नामी मिली
तू भी, फ़रहान ! खुल के ये ए’लान कर
जो रज़ा का नहीं, वो हमारा नहीं

दुश्मन-ए-आ’ला-हज़रत से मत प्यार कर
जो रज़ा का नहीं, वो हमारा नहीं

शायर:
फ़रहान बरकाती

ना’त-ख़्वाँ:
फ़रहान बरकाती

 

dushman-e-aa’la-hazrat se mat pyaar kar
jo raza ka nahi.n, wo hamaara nahi.n
us pe mat Daalna dosti ki nazar
jo raza ka nahi.n, wo hamaara nahi.n

dushman-e-aa’la-hazrat se mat pyaar kar
jo raza ka nahi.n, wo hamaara nahi.n

aa’la hazrat se jalna ye chi.Dna tera
hashr me.n yu.n huwa to karega tu kya
dekh kar tujh ko keh de.n jo KHair-ul-bashar
jo raza ka nahi.n, wo hamaara nahi.n

dushman-e-aa’la-hazrat se mat pyaar kar
jo raza ka nahi.n, wo hamaara nahi.n

baat haq hai to Darne ki kya baat hai
haq-ta’aala ki rehmat tere saath hai
har jagah, har qadam par ye e’laan kar
jo raza ka nahi.n, wo hamaara nahi.n

dushman-e-aa’la-hazrat se mat pyaar kar
jo raza ka nahi.n, wo hamaara nahi.n

kyu.n kahu.n tum se kuchh, kyu.n sunu.n tum se kuchh
tum ‘aqeede se kuchh, mai.n ‘aqeede se kuchh
bahs ki kya zaroorat hai al-muKHtsar
jo raza ka nahi.n, wo hamaara nahi.n

dushman-e-aa’la-hazrat se mat pyaar kar
jo raza ka nahi.n, wo hamaara nahi.n

jo raza ka nahi.n, wo nabi ka nahi.n
jo nabi ka nahi.n, wo KHuda ka nahi.n
baat ye keh raha hu.n bahut soch kar
jo raza ka nahi.n, wo hamaara nahi.n

dushman-e-aa’la-hazrat se mat pyaar kar
jo raza ka nahi.n, wo hamaara nahi.n

jis ko ahmad raza ki Gulaami mili
har qadam pe use nek-naami mili
tu bhi, Farhaan ! khul ke ye e’laan kar
jo raza ka nahi.n, wo hamaara nahi.n

dushman-e-aa’la-hazrat se mat pyaar kar
jo raza ka nahi.n, wo hamaara nahi.n

Poet:
Farhan Barkati

Naat-Khwaan:
Farhan Barkati

Popular Posts

Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With TazmeenDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...274 views
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho LyricsMera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics Mera Jeena Mera...155 views
Rehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf LyricsRehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf Lyrics   Rehmat Na...119 views
Allah Janta Hai Muhammad Ka Martaba Lyricsℹ️ Kalaam Info (Jankari) Attribute Detail Kalam (Title) Allāh Jāntā Hai Muḥammad...114 views
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...110 views

Leave a Comment