मेरे आक़ा ! मदीने में मुझे भी अब बुला लीजे / Mere Aaqa ! Madine Mein Mujhe Bhi Ab Bula Leeje

मेरे आक़ा ! मदीने में मुझे भी अब बुला लीजे / Mere Aaqa ! Madine Mein Mujhe Bhi Ab Bula Leeje
इक बार तो दिखा दो, आक़ा ! मुझे मदीना
बेशक बना लो, आक़ा ! मेहमान दो घड़ी का

मेरे आक़ा ! मदीने में मुझे भी अब बुला लीजे
तरसती हैं मेरी आँखें, मुझे रौज़ा दिखा दीजे

मेरे आक़ा ! मदीने में मुझे भी अब बुला लीजे

महकती हैं वो राहें, जिन से, आक़ा ! आप हैं गुज़रे
मुझे भी उन गली कूचों में रहने की जगह दीजे

मेरे आक़ा ! मदीने में मुझे भी अब बुला लीजे

लड़ी साँसों की ये, आक़ा ! न जाने कब बिखर जाए
बुला लीजे मदीने और क़दमों में बसा दीजे

मेरे आक़ा ! मदीने में मुझे भी अब बुला लीजे

दुखों ने घेर रखा है, ग़मों की धुप है सर पर
ठिकाना गुम्बद-ए-ख़ज़रा के साए में ‘अता कीजे

मेरे आक़ा ! मदीने में मुझे भी अब बुला लीजे

मवाजा सामने हो जिस घड़ी, ये दम निकल जाए
बक़ी-‘ए-पाक ही, आक़ा ! मेरा मदफ़न बना दीजे

मेरे आक़ा ! मदीने में मुझे भी अब बुला लीजे

‘अक़ीदत से बिना ना’लैन जिस दर सय्यिदा आईं
मुझे भी सय्यिदु-श्शोह्दा की वो चौखट दिखा दीजे

मेरे आक़ा ! मदीने में मुझे भी अब बुला लीजे

कभी मैं जालियाँ थामूँ, बसा कर पंज-तन दिल में
‘अली-ओ-फ़ातिमा, हसनैन का सदक़ा ‘अता कीजे

मेरे आक़ा ! मदीने में मुझे भी अब बुला लीजे

सितारों कहकशाँओं से मदीने की ग़ुबार अच्छी
मुयस्सर हो अगर, कातिब ! तो आँखों से लगा लीजे

मेरे आक़ा ! मदीने में मुझे भी अब बुला लीजे

शायर:
यूसुफ़ हुसैन कातिब

नात-ख़्वाँ:
हाफ़िज़ अहमद रज़ा क़ादरी

 

ik baar to dikha do
aaqa ! mujhe madina
beshak bana lo, aaqa !
mehmaan do gha.Di ka

mere aaqa ! madine me.n
mujhe bhi ab bula leeje
tarasti hai.n meri aankhe.n
mujhe rauza dikha deeje

mere aaqa ! madine me.n
mujhe bhi ab bula leeje

mahakti hai.n wo raahe.n, jin se
aaqa ! aap hai.n huzre
mujhe bhi un gali koocho.n me.n
rahne ki jagah deeje

mere aaqa ! madine me.n
mujhe bhi ab bula leeje

la.Di saanso.n ki ye, aaqa !
na jaane kab bikhar jaae
bula leeje madine aur
qadmo.n me.n basa deeje

mere aaqa ! madine me.n
mujhe bhi ab bula leeje

dukho.n ne gher rakha hai
Gamo.n ki dhoop hai sar par
Thikaana gumbad-e-KHazra
ke saae me.n ‘ataa keeje

mere aaqa ! madine me.n
mujhe bhi ab bula leeje

mawaaja saamne ho jis gha.Di
ye dam nikal jaae
baqee-‘e-paak hi, aaqa !
mera madafan bana deeje

mere aaqa ! madine me.n
mujhe bhi ab bula leeje

‘aqeedat se bina naa’lain
jis dar sayyida aai.n
mujhe bhi sayyidu-shshohda ki
wo chaukhat dikha deeje

mere aaqa ! madine me.n
mujhe bhi ab bula leeje

kabhi mai.n jaaliyaa.n thaamu.n
basa kar panj-tan dil me.n
‘ali-o-fatima, hasnain ka
sadqa ‘ata keeje

mere aaqa ! madine me.n
mujhe bhi ab bula leeje

sitaaro.n kahkashaao.n se
madine ki Gubaar achchhi
muyassar ho agar, Kaatib !
to aankho.n se laga leeje

mere aaqa ! madine me.n
mujhe bhi ab bula leeje

Poet:
Yusuf Hussain Katib

Naat-Khwaan:
Hafiz Ahmed Raza Qadri

Leave a Comment