parchame nabi tujhe salam naat lyrics

A’alam E Islam Ko Eid-E-Meelad-Un-Nabi
Tweet

Marhaba Marhaba Marhaba Marhaba Marhaba SalAllah Marhaba SalAllah Marhaba SalAllah Marhaba
Ya Mustafa
Marhaba Ya Mustafa Sud Marhaba Allah Allah Ya Allah Allah Allah
A’lam-E-Islam Ko Ye Eid-E-Milaad-Un-Nabi Ho Mubarak Ho Mubarak Eid-E-Milaad-Un-Nabi

Ho Mubarak Ahl-E-Imaan Hogayei Qismat Darakhshaan Chaar Jaanib Dhoom Hai Sarkar Ki Milaad Ki Jhoomta Hai Har Musalmaan Eid-E-Milaad Un Nabi
A’lam-E-Islam Ko Ye Eid-E-Milaad-Un-Nabi Ho Mubarak Ho Mubarak Eid-E-Milaad-Un-Nabi
Marhaba Ya Mustafa Sud Marhaba Allah Allah Ya Allah Allah Allah
Ghunchay Chutkay Phool Mehke Har Taraf Aayei Bahaar Hogayei Subh-E-Baharaan Eid-E-Milaad-Un-Nabi Hum Na Kyun Roshan Karein Ghar Ghar Diye Milaad Ke Khud Karay Jab Haq Charaghaan Eid-E-Milaad-Un-Nabi
Marhaba Ya Mustafa Sud Marhaba Allah Allah Ya Allah Allah Allah
A’lam-E-Islam Ko Ye Eid-E-Milaad-Un-Nabi Ho Mubarak Ho Mubarak Eid-E-Milaad-Un-Nabi
Eid-E-Milaad-Un-Nabi Tou Eid Ki Bhi Eid Hai Bil Yaqeen Hai Eid-E-Eidaan Eid-E-Milaad-Un-Nabi Eid-E-Milaad-Un-Nabi Pe Jou Bhi Karta Hai Khushi Uss Pe Ghurraata Hai Shaytaan Eid-E-Milaad-Un-Nabi
Marhaba Ya Mustafa Sud Marhaba Allah Allah Ya Allah Allah Allah
A’lam-E-Islam Ko Ye Eid-E-Milaad-Un-Nabi Ho Mubarak Ho Mubarak Eid-E-Milaad-Un-Nabi
Amina Ke Ghar Mohammad Ki Wiladat Hogayei Khoob Jhoomo Ahl-E-Emaan Eid-E-Milaad-Un-Nabi Aao Deewano Chalo Sab Aamina Ke Ghar Chalein Noor Se Bhar Laayein Damaan Eid-E-Milad-Un-Nabi
Marhaba Ya Mustafa Sud Marhaba Allah Allah Ya Allah Allah Allah
A’lam-E-Islam Ko Ye Eid-E-Milaad-Un-Nabi Ho Mubarak Ho Mubarak Eid-E-Milaad-Un-Nabi
Khoob Jhoomo Ae Gunaahgaron Tumhari Eid Hai Hogaya Bakhshish Ka Samaan Eid-E-Milaad-Un-Nabi Gham Ke Maaron Bay-Saharo Buss Tumhari Eid Hai Hogaya Rahat Ka Samaan Eid-E-Milad-Un-Nabi
Marhaba Ya Mustafa Sud Marhaba Allah Allah Ya Allah Allah Allah
A’lam-E-Islam Ko Ye Eid-E-Milaad-Un-Nabi Ho Mubarak Ho Mubarak Eid-E-Milaad-Un-Nabi
Marhaba Marhaba Marhaba Marhaba Marhaba SalAllah Marhaba SalAllah Marhaba SalAllah Marhaba
Ya Mustafa صلی اللہ علیہ وسلم

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...6,659 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...1,576 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...1,292 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...1,196 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...1,092 views

Leave a Comment