Peer E Barhaq Murshid E Zeeshan Hain Akhtar Raza
Peer-e-bar’haq Murshid-e-zeeshan Hain Akhtar Raza
Ahl-e-sunnat Ki Akele Jaan Hain Akhtar Raza!
Mufti-e-azam K Khwabo’n Ki Haseen Tabir Hai
Bul’hussain-o-ahmedi Faizan Hai Akhtar Raza
Hai Zamane Mei Musalla Unki Ilmi Shaksiyath
Najdiyo’n K Waastay Chattan Hai Akhtar Raza
Haat Ay Ulfat Mera Hai Azhari K Haat Mei
Meri Baqshish Ka Haseen Samaan Hai Akhtar Raza!
💖 Naat/Manqabat Transcription 💖
Hinglish (Roman Script)
- Peer E Barhaq Murshid E Zeeshan Hain Akhtar Raza
- Ahl-e-sunnat Ki Akele Jaan Hain Akhtar Raza!
- Mufti-e-azam K Khwabo’n Ki Haseen Tabir Hai
- Bul’hussain-o-ahmedi Faizan Hai Akhtar Raza
- Hai Zamane Mei Musalla Unki Ilmi Shaksiyath
- Najdiyo’n K Waastay Chattan Hai Akhtar Raza
- Haat Ay Ulfat Mera Hai Azhari K Haat Mei
- Meri Baqshish Ka Haseen Samaan Hai Akhtar Raza!
1. Hindi (देवनागरी)
- पीर-ए-बरहक़ मुर्शद-ए-ज़ीशान हैं अख़्तर रज़ा
- अहल-ए-सुन्नत की अकेले जान हैं अख़्तर रज़ा!
- मुफ़्ती-ए-आज़म के ख़्वाबों की हसीन ताबीर है
- बुल’हुसैन-ओ-अहमदी फ़ैज़ान हैं अख़्तर रज़ा
- है ज़माने में मुसल्ला उनकी इल्मी शख़्सियत
- नजदियों के वास्ते चट्टान हैं अख़्तर रज़ा
- हात ऐ उल्फत मेरा है अज़हरी के हात में
- मेरी बख़्शिश का हसीन सामान हैं अख़्तर रज़ा!
2. Urdu (نستعلیق)
- پیرِ برحق مرشدِ ذی شان ہیں اختر رضا
- اہلِ سنت کی اکیلے جان ہیں اختر رضا!
- مفتی اعظم کے خوابوں کی حسین تعبیر ہے
- بلحسین و احمدی فیضان ہیں اختر رضا
- ہے زمانے میں مصلّٰی ان کی علمی شخصیت
- نجدیوں کے واسطے چٹان ہیں اختر رضا
- ہاتھ اے الفت میرا ہے ازہری کے ہاتھ میں
- میری بخشش کا حسین سامان ہیں اختر رضا!
Information Table
The verses praise Taajush Shariah Allama Mufti Muhammad Akhtar Raza Khan Azhari.
| Feature | Description |
| Name | Muhammad Akhtar Raza Khan Qadri (Al-Azhari) |
| Title(s) | Taajush Shariah (Crown of Sharia), Azhari Miyan |
| Paternal Lineage | Great-grandson of Imam Ahmad Raza Khan (Ala Hazrat) |
| Spiritual Master | Mufti-e-Azam-e-Hind Mustafa Raza Khan (his grandfather) |
| Education | Al-Azhar University, Cairo, Egypt (Hence “Azhari”) |
| Role | Islamic Scholar, Mufti (Jurist), Spiritual Leader (Pir) of the Barelvi movement. |
| Significance in Verses | Described as the rightful guide (Peer-e-Barhaq), a source of knowledge/blessings (Faizan), and a strong defender (Chattan) of the Ahl-e-Sunnat faith against opposing groups like the Najdis (a historical reference to specific groups often opposed to the Barelvi school of thought). |
Popular Posts
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With TazmeenDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen ...285 views

Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho LyricsMera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics Mera Jeena Mera...162 views
Rehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf LyricsRehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf Lyrics Rehmat Na...131 views
Allah Janta Hai Muhammad Ka Martaba Lyricsℹ️ Kalaam Info (Jankari) Attribute Detail Kalam (Title) Allāh Jāntā Hai Muḥammad...129 views
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...120 views