Kya Hamd Kar Sakegi Meri Zabaan Teri Lyrics

Allah Tabarak Wa Ta’ala ki be-paya hamd-o-sana par mabni yeh nihayat hi sabaq-amooz aur dilkash hamd-e-bari-ta’ala hai.
Is paakizah kalam me khaliq-e-kainat ki azmat, uski kibriyayi aur makhlooqat par uske azeem ehsanaat ka behtareen izhaar kiya gaya hai.
Aaiye is noorani hamd ke huroof se apne dilon ko khauf-o-khashiyat aur ibadat ke sachay jazbe se munawwar karein.

Naat InformationDetails
Naat TitleKya Hamd Kar Sakegi Meri Zabaan Teri
Poet / WriterKhalid Mehmood Naqshbandi
CategoryHamd-e-Bari Ta’ala
Naatkhawan / ReciterVarious Reciters

Naat Lyrics in Roman

Kya hamd kar sakegi meri zabaan teri
Saari nishaniyañ Haiñ ay be nishaan Teri

Aql o Sha’oortak ki hoti nahiñ rasaayi
Kya zaat paa sakeñge wahm o gumaan Teri

Kaun o Makaañ ki har shai labbaik kar rahi hai
Har simt goonjti hai paiham azaan Teri

Jo shai hai sirf teri ay Khaaliq e Do Aalam
Har ek jism tera har ek jaan Teri

Hai teri kibriyayi saabit ba-har qareena
Baatin hai Shaan Teri zaahir hai Shaan Teri

Teri rabubiyyat ki aaghosh hai kushada
Har amn ki ameeñ hai be shak amaan teri

Khalid ko bandagi ka ikhlaas Tu ne bakhsha
Chaahi hai Iste’aanat Ay Musta’aan Teri

Naat Lyrics in Hindi

क्या हम्द कर सकेगी मेरी ज़बान तेरी
सारी निशानियां हैं ऐ बेनिशान तेरी

अक़्ल शऊ़र तक की होती नहीं रसाई
क्या ज़ात पा सकेंगे वह्म ओ गुमान तेरी

कौनो मकां की हर शय लब्बैक कह रही है
हर सिम्त गूंजती है पैहम अज़ान तेरी

जो शै है सिर्फ तेरी ऐ ख़ालिक़ ए दो-आलम
हर एक जिस्म तेरा हर एक जान तेरी

है तेरी किबरियाई स़ाबित ब-हर क़रीना
बातिन है शान तेरी ज़ाहिर है शान तेरी

तेरी रबूबियत की आग़ोश है कुशादा
हर अम्न कि अमीं है बेशक अमान तेरी

ख़ालिद को बंदगी का इख़्लास़ तूने बख्शा
चाही है इस्तिआ़नत ऐ मुस्-तआ़न तेरी

Naat Lyrics in Urdu

کیا حمد کر سکے گی میری زبان تیری
ساری نشانیاں ہیں اے بے نشان تیری

عقل وشعور تک کی ہوتی نہیں رسائی
کیا ذات پاسکیں گے وہم وگمان تیری

کون و مکاں کی ہر شے لبّیک کہہ رہی ہے
ہر سمت گونجتی ہے پیہم اذان تیری

جو شے ہے صرف تیری اے خالقِ دو عالم
ہر ایک جسم تیرا ہر ایک جان تیری

ہے تیری کبریائی ثابت بہر قرینہ
باطن ہے شان تیری ظاہر ہے شان تیری

تیری ربوبیت کی آغوش ہے کشادہ
ہر امن کی امیں ہے بےشک امان تیری

خالد کو بندگی کا اِخلاص تو نے بخشا
چاہی ہے اِستِعانت اے مستعان تیری

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...9,089 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...2,861 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...1,906 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...1,676 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...1,425 views

Leave a Comment