aye chaand has do ke dil hamaara
tujhko dekha toh yeh sitaara
yun hi paagal ho gaya
tera ghayal ho gaya
yeh dil bhi kya hai sab tumhaara
neele aasmaan mein chaandni ghuli
ke meri neend mein teri neend sil gayi
yeh jo sapna khila hua palkon pe hai
sada rahe mere liye
koi doodhiya se bekhudi liya
najaane kaunse nagar tere paaun mein gire
yeh jo shabnam khili hui kaliyon pe hai
sada rahe mere liye
khwaab chun rahi hai wasl ki hawa
gai tera sargami badan meri raat ka nasha
yeh jo teri sabz aankhon mein jhilmil hai
sada rahe mere liye
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,167 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,957 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,930 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,593 views