Maangne Ka Maza Hai Dar E Yaar Par

Maangne Ka Maza Hai Dar E Yaar Par
Maangne Ka Maza Hai Dar E Yaar Par
Har Talab Par Ataa Hai Dar E Yaar Par

Kaun Lab Kholta Hai Dar E Yaar Par
Be-Talab Mil Raha Hai Dar E Yaar Par

Maang Unse “Nahi” Jinke Lab Par Nahi
Jo Bhi Maanga Mila Hai Dar E Yaar Par

Bakhsh De Ya Khuda Fazl Farma Tera
Aaj Haazir Hai Gadaa Dar E Yaar Par

Kyun Na Maange Ubaid Unke Dar Par Dua
Jee Gaya Jo Maraa Hai Dar E Yaar Par

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...8,594 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...2,672 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...1,654 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...1,572 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...1,342 views

Leave a Comment