Maulood Ki Ghari Hai Chalo Aamina Ke Ghar Naat Lyrics

Maulood Ki Ghari Hai Chalo Aamina Ke Ghar Naat Lyrics
Maulood ki Ghari Hai
Chalo Aamina ke Ghar Par
Aye khuld ki baharo
Sarkar aa rahe hai

Jo mangna hai mango
Jo lena hai so le lo
Duniya ke Tajdaro
Sarkar aa rahe hai

Sare parho durood
Aaj sarkar aagaye
Duniya ke do jahan
De mukhtaar aagaye

Ghar Aaminaa ke hogayi
Aamad huzoor di
Le kar farishte
Aap ka rukhsaar aagaye

Mai Halima jaag uthe
Tere bade naseeb
Goudvichi tere nabiya
De Sardar agayee

Sare gunahgara(n) di
Aaj Eid ho gayi
Hum Baydayar e Ummat ke
Gumkhaar aagaye

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...2,352 views
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics     Naseebon Ko Jagaya...927 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...817 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen | Barkate RazaDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...525 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...510 views

Leave a Comment