Gham e hijre mustafa Mein, meri jaan sulag rahi hai
Gham e hijre mustafa Mein, meri jaan sulag rahi hai
kabhi unki ho ziyarat, yahi lo lagi hui hai
teri yaad mera imaan, tera zikr zindagi hai
mujhe dard se nawaza, teri banda parwari hai
mein chala hu apne ghar se, yehi souch kar madine
mera kaam justujoo hai, tera kaam rahbari hai
na hua hai koi tujhsa, na jahan mein koi hoga
tu habibe qibria hai, tujhe zeb sarwari hai
mujhe ay fida yakeen hain, kabhi deed unki hogi
mera dil tarab raha hai, meri aankh mein nami hai
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...4,427 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...1,172 views

Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics Naseebon Ko Jagaya...980 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...847 views