Qaabu Mein Naheen Rehtay Lyrics

Qaabu Mein Naheen Rehtay Lyrics

 

 

Qabu Mein Nahin Rehtay Jazbat Madinay Main
Lag Jati Hai Ashqoon Ki Barsaat Madinay Mein.

Aagosh E Karam Mein Woh Lelatay Hain Sahil Ko
Aa Jatay Hain Aisay Bhi Lamhat Madinay Main.

Taiba Ki Zameen Par Kiya Anwar Ki Barish Hai
Taray Say Chamaktay Hain Zar’at Madinay Mein.

Darbar E Muhammed Mein Hoti Hai Rasai Jab
Bar Jatay Hain Zahil Kay Darjat Madinay Main.

Uqba Ki Riyaz Aisi Kiya Fiqr Madinay Chal
Mil Jaye Gi Bakhshish Ki Soghat Madine Mein.

Taray Say Chamaktay Hain Zar’at Madinay Mein.
Qaabu Mein Naheen Rehtay Jazbaat Madine Main.

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...10,656 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,845 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,794 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,273 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...1,912 views

Leave a Comment