Jab Jab Nabi Ki Yaad Aye Hai Naat Lyrics
Jab Jab Nabi Ki Yaad Aye Hai
Jiya Mora Khinchke Madina Chala Jaye Hai
Amina Bibi Khushiyan Manaye
Abdul Mutallib Fule Na Samaye
Bal Bal Halima Bibi Jaye Hai
Jiya Mora Khinchke Madina Chala Jaye Hai
Aye Ro Jag Ma Shahe Madina
Kufr Ke Saath Pe Aya Pasina
Haq Ka Jo Jhanda Lehraye Hai
Jiya Mora Khinchke Madina Chala Jaye Hai
Allahu Akbar Unka Pasina
Jisme Mahekta Hai Sara Madina
Dono Jahan Ko Mehakaye Hai
Jiya Mora Khinchke Madina Chala Jaye Hai
Ayega Ik Din Hajj Ka Mahina
Fir Se Bula Lo Shahe Madina
Rizwan Ko Yaad Ab Sataye Hai
Jiya Mora Khinchke Madina Chala Jaye Hai
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...6,661 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...1,576 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...1,292 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...1,196 views