khanjar hain teri aankhein talwaar teri aankhein
zinda na rehne dengi aye yaar teri aankhein
chehre pe tu gussa hai ankhon mein muhabbat hai
karti hain mere dilbar iqraar teri aankhein
yeh bolti aankhein ankhein bhi afsaane sunaati hain
rakhti hai zubaan jaise aye yaar teri aankhein
aye nargis e mastaana allah tujhe rakhe
rehti hain tasawwur main har baar teri ankhein
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,282 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,981 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,950 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,630 views
Jinki Maa Fatima Aur Nana Rasool Salam LyricsJinki Maa Fatima Aur Nana Rasool Salam Lyrics Jinki Maa Fatima Aur...2,108 views