Pahuchoon Dare Sarkar Pe Chaaha To Yahi Hai Lyrics

पहुंचूं दरे सरकार पे नात लिरिक्स इन हिंदी/इंग्लिश/Pahuchoon Dare Sarkar Pe Chaha To Yahi Hai Lyrics in hindi/english

 

नात ख्वान ज़ोहेब अशरफ़ी की आवाज में बेहतरीन नात शरीफ पहुंचूं दरे सरकार पे नात लिरिक्स इन हिंदी/इंग्लिश/Pahuchoon Dare Sarkar Pe Chaha To Yahi Hai Lyrics in hindi/english

 

पहुंचूं दरे सरकार पे नात लिरिक्स इन हिंदी/इंग्लिश/Pahuchoon Dare Sarkar Pe Chaha To Yahi Hai Lyrics in hindi/english

हैं मेरे ख़यालों में वो एहसास की सूरत,

मैं भूल जाऊं उनको ये मुमकिन ही नहीं है,

दिल सुनके उनका नाम धड़कता है अदब से,

हालांकि उन्हें आंख से देखा भी नहीं है!

 

पहुंचूं दरे सरकार पे चाहा तो यही है,
आगे मेरी तक़दीर है, तमन्ना तो यही है।

 

यह उनकी रज़ा है मुझे भेजें मुझे रोकें,
वापस मैं नहीं आऊंगा, सोचा तो यही है।

 

पहुंचूं दरे सरकार पे चाहा तो यही है,
आगे मेरी तक़दीर है, तमन्ना तो यही है।

 

हैं गुंबदे ख़ज़रा के सिवा और भी जलवे,
आंखों के लिए ख़ास, नज़ारा तो यही है।

 

पहुचूं दरे सरकार पे चाहा तो यही है,
आगे मेरी तक़दीर है, तमन्ना तो यही है।

इज़हार ए ग़म ए हिज्र की क्या शक्ल निकालूं?
रोने की भी ताक़त नहीं, रोना तो यही है।

पहुचूं दरे सरकार पे चाहा तो यही है,
आगे मेरी तकदीर है, तमन्ना तो यही है।

 

याद उनकी रहे दिल में, जमाल उनका नज़र में,
नाम उनका ज़बां पर रहे, अच्छा तो यही है।

 

पहुचूं दरे सरकार पे चाहा तो यही है,
आगे मेरी तकदीर है, तमन्ना तो यही है।

 

इक ख़ास महक आने लगी मौज ए हवा में,
आसार बताते हैं, मदीना तो यही है।

 

पहुचूं दरे सरकार पे चाहा तो यही है,
आगे मेरी तकदीर है, तमन्ना तो यही है।

 

हर सांस से आती हो सदा सल्ले अ़ला की,
हम लाख जिएं, अस्ल में जीना तो यही है।

 

पहुचूं दरे सरकार पे चाहा तो यही है,
आगे मेरी तकदीर है, तमन्ना तो यही है।

 

तैबा में हूं सब कुछ मेरे दामन में है “आसी”,
दुनिया का करूं क्या, मेरी दुनिया तो यही है।

पहुचूं दरे सरकार पे चाहा तो यही है
आगे मेरी तकदीर है तमन्ना तो यही है।

नातख़्वां – ज़ोहेब अशरफ़ी

 

 

पहुंचूं दरे सरकार पे नात लिरिक्स इन हिंदी/इंग्लिश/Pahuchoon Dare Sarkar Pe Chaha To Yahi Hai Lyrics in hindi/english

 

hain mere khayaaloñ mein wo ehsaas ki soorat,

maiñ bhool jaauñ unko ye mumkin hi nahin hai,

dil sun ke unka naam dhadakata hai adab se,

haalaañ ki unheñ aañkh se dekha bhi nahiñ hai.

 

 

Pahuchoon Dar-e-Sarkar Pe Chaaha To Yahi Hai,
Aage Meri Taqdeer Hai, Tamanna To Yahi Hai.

Yeh Unki Raza Hai Mujhe Bhejeñ Mujhe Rokeiñ,
Waapas Main Nahi Aauñ Ga Socha To Yahi Hai.

 

Pahuchoon Dare Sarkar Pe Chaaha To Yahi Hai,
Aage Meri Taqdeer Hai, Tamanna To Yahi Hai.

 

Hain Gumbad E Khazra Ke Siwa aur Bhi Jalwe,
Aañkhoñ Ke Liye Khaas, Nazaara To Yahi Hai.

 

Pohuchoon Dare Sarkar Pe Chaaha To Yahi Hai,
Aage Meri Taqdeer Hai, Tamanna To Yahi Hai.

 

Izhar e Gham e Hijr Ki Kya Shakl Nikaalooñ,
Rone Ki Bhi Taaqat Nahin Rona To Yahi Hai.

 

Pohuchoon Dare Sarkar Pe Chaaha To Yahi Hai,
Aage Meri Taqdeer Hai, Tamanna To Yahi Hai.

 

hain mere khayaaloñ mein wo ehsaas ki soorat,
maiñ bhool jaauñ unko ye mumkin hi nahin hai,

Pahuchoon Dar-e-Sarkar Pe Chaaha To Yahi Hai,
Aage Meri Taqdeer Hai, Tamanna To Yahi Hai.

Yeh Unki Raza Hai Mujhe Bhejeñ Mujhe Rokeiñ,
Waapas Main Nahi Aauñ Ga Socha To Yahi Hai.

 

Pahuchoon Dare Sarkar Pe Chaaha To Yahi Hai,
Aage Meri Taqdeer Hai, Tamanna To Yahi Hai.

 

Hain Gumbad E Khazra Ke Siwa aur Bhi Jalwe,
Aañkhoñ Ke Liye Khaas Nazaara To Yahi Hai.

 

Pohuchoon Dare Sarkar Pe Chaaha To Yahi Hai,
Aage Meri Taqdeer Hai, Tamanna To Yahi Hai.

 

Izhar e Gham e Hijr Ki Kya Shakl Nikaalooñ,
Rone Ki Bhi Taaqat Nahin Rona To Yahi Hai.

 

Pohuchoon Dare Sarkar Pe Chaaha To Yahi Hai,
Aage Meri Taqdeer Hai, Tamanna To Yahi hai

 

 

Yaad Unki Rahe Dil Mein,Jamaal Unka Nazar Mein,Naam Unka Zabaañ Per Rahe Achchha To Yehi Hai.

 

Pohuchoon Dare Sarkar Pe Chaaha To Yahi Hai,
Aage Meri Taqdeer Hai, Tamanna To Yahi Hai.

 

Ik Khaas Mahek Aane Lagi Mouj E Hawaa Mein,
Aasar Bataate Hain Madina To Yahi Hai.

 

Pohuchoon Dare Sarkar Pe Chaaha To Yahi Hai,
Aage Meri Taqdeer Hai, Tamanna To Yahi Hai.

 

Har Saans Se Aati Ho Sada Salle Ala Ki,
Hum Lakh Jiyeiñ, Asl Meiñ Jeena To Yehi Hai.

 

Pohuchoon Dare Sarkar Pe Chaaha To Yahi Hai,
Aage Meri Taqdeer Hai, Tamanna To Yahi Hai.

 

Taiba Mein Huñ Sab Kuch Mere Daaman Meiñ Hai “Aasi”
Duniya Ka Karooñ Kya? Meri Duniya To Yehi Hai.

Pohuchoon Dare Sarkar Pe Chaaha To Yahi Hai,
Aage Meri Taqdeer Hai, Tamana To Yahi Hai.

 

Naatkhwañ : Zohaib Ashrafi

 

तो ये हैं कंप्लीट नात लिरिक्स पहुंचूं दरे सरकार पे नात लिरिक्स इन हिंदी/इंग्लिश/Pahuchoon Dare Sarkar Pe Chaha To Yahi Hai Lyrics in hindi/english ऐसी ही दूसरी नात लिरिक्स के लिए नीचे दी हुवि लिंक पर क्लिक करें।

 

Popular Posts

Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With TazmeenDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...291 views
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho LyricsMera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics Mera Jeena Mera...162 views
Rehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf LyricsRehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf Lyrics   Rehmat Na...142 views
Allah Janta Hai Muhammad Ka Martaba Lyricsℹ️ Kalaam Info (Jankari) Attribute Detail Kalam (Title) Allāh Jāntā Hai Muḥammad...139 views
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...129 views

Leave a Comment