Haq La Ilaaha Ilallah,
Haq La Ilaaha Ilallah
Khudi Ka Sirey Nihan, La Ilaaha Ilallah
Khudi Hai Tegh E Fasaan, La Ilaaha Ilallah
Haq La Ilaaha Ilallah,
Haq La Ilaaha Ilallah
Kisi Nay Pucha Kay Jannat Ki Koi Kimat Hai
To Mustafa Nay Kaha, La Ilaha Illallah.
Haq La Ilaha Illallah,
Haq La Ilaha Illallah.
Yeh Daur Apnay Baraheem Ki Talash Main Hai
Sanam Kada Hai Jahan, La Ilaaha Ilallah.
Haq La Ilaaha Ilallah,
Haq La Ilaaha Ilallah
Agarchay Boot Hain Jama’at Ki Asteenoon Main
Mujhay Hai Hukm E Azaan, La Ilaha Illalla.
Haq La Ilaha Illallah,
Haq La Ilaha Illallah.
Kiya Hai Tunay Mata E Ghuroor Ka Soda
Faraib E Sood O Zian, La Ilaaha Ilallah.
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...10,600 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,835 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,746 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,219 views