Bas Ek Banda Kafi Hai

Nabi Ka Zikar Hi Khuda Ki Baat Hai
Nabi Ki Baat Hi Khuda Ki Baat Hai
Yed Dullah Keh Dia To Sabit Ho Gia
Nabi Ka Haath Hi Khuda Ka Hath Hai
Salle Ala Nabie, Ena,
Salle Ala Shafiena,
Salle Ala Muhammadin,

Hum Pe Aisi Ata Hia Nabi Ki, Bhol Jayein Ge Kaise
Hum Ko Khatre Darain Ge Kaise Paas Ayein Ge Kaise
Yeh Aankhein Nam Nahi, Koi Bhi Gham Nahi
Karam Hazoor Ka Hamare Saath Hai
Nabi Ka Zikar Hi Khuda Ki Baat Hai,
Nabi Ki Baat Hi Khuda Ki Baat Hai
Salle Ala Nabie, Ena,
Salle Ala Shafiena,
Salle Ala Muhammadin,

Un Ka Sadqa Hi Mehke Huwe Hain Do Jahan Ke Nazare
Un Ke Faize Karam Se Hai Roshan Kehkshan Aur Sitare
Yeh Saari Roshni, Ye Sari Dilkashi
Mere Nabi Ke Husan Ki Zakat Hai
Nabi Ka Zikar Hi Khuda Ki Baat Hai,
Nabi Ki Baat Hi Khuda Ki Baat Hai
Salle Ala Nabie, Ena, S
alle Ala Shafiena,
Salle Ala Muhammadin,

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...10,656 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,845 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,794 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,273 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...1,912 views

Leave a Comment