ye roz o shab ki betaabi lyrics
ye roz o shab ki betaabi
ye roz o shab ki betaabi ye lutf e jaavidaan kya hai
bajuz ishq e nabi meri in ankhon se rawan kya hai
simat jaate nahi kyun faasle shehr e muhammad ke
main aksar sochta rehta hoon aakhir darmiyan kya hai
salaamat hai abhi tak aashiyan toh hai karam unka
main toh nadaan tha danista bhi kya kya na kiya
laaj rakh li mere lajpal ne ruswa na kiya
dar e huzur kisi benawa se band nahi
khula hi rehta hai baab e karam ata ke liye
salaamat hai abhi tak aashiyan toh hai karam unka
wagar na meri himmat ka meri taab o tawa kya hai
muyassar ho jise apne nabi ke naam ki rimjhim
phir uske waaste kali ghata ka saayban kya hai
khule hain unki azmat ke ‘Alam’ sidra se bhi aage
zameen o aasman kya hai makaan o lamaakan kya hai
- Wo Na Aayen To Hawa Bhi Nahi Aaya Karti Lyrics
- Kya Bhala Mujhko Parakhne Ka Nateeja Nikla Lyrics
- Chehre Jadeed Jism Purane Lage Mujhe Lyrics
- Aadmi Kirdar Se Banta Hai Rangoñ Se Nahi Lyrics
- Patthar Mujhe Sharminda e Guftaar Na Kar De Lyrics
- Haath Insaaf Ke Choron Ka Bhi Kya Main Kaatuñ Lyrics
- Jee Dhoondta Hai Lyrics
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,194 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,959 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,933 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,601 views