Hamne Quran Mai Parha Hai Naat Lyrics

hamne quraan mai parha hai Naat Lyrics

hamne quraan mai ye parha hai

pyaare aaka ka rotba bara hai

bage jannat ho ya arshe aazam

har jagah unka zanda garha hai

 

hai karam mujpe shahe zaman ka

naam lewa hu main panjatan ki

rang lai hai meri wafae

mustfa(saw) mere hajat rava hai

hamne quran mai ye ……………….

 

aa rahe hai madina ke dulha

sarpe taje safaat dhra hai

dekhiye hasr me har farista

hath bandhe adab se khara hai

hamne quran mai ye…………………

 

wo muhmmad (saw)  hai noore khuda hai

ye na samazo khud se bara hai

darmiya me ahad or ahmad(saw)

mim ka ek parda para hai

hamne quraan mai ye…………………

 

raat mearaaz ki keh rahi hai

panv chume hai taro ne inke

tajdare madina ke aage

aasama ko bhi zukna para hai

hamne quraan mai ye…………………

 

taybah wale muhmmad (saw) ki azamat

char yaro se zahir hai ‘anwar’

mil gai hai use badshahi

unke kadmo pe jo gir para hai

hamne quraan mai ye…………………

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,187 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,959 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,933 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,596 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...2,054 views

Leave a Comment