Madina Mein Jo Guzra Zamana Yaad Aata Hai Lyrics

दर-ए-अक़्दस पे हाल-ए-दिल सुनाना याद आता है | मदीना याद आता है / Dar-e-Aqdas Pe Haal-e-Dil Sunana Yaad Aata Hai | Madina Yaad Aata Hai

 

दर-ए-अक़्दस पे हाल-ए-दिल सुनाना याद आता है
मदीना याद आता है
मदीने में जो गुज़रा वो ज़माना याद आता है
मदीना याद आता है

ख़ुदा के नूर के जल्वे जो देखे मैं ने तयबा में
मुझे रह रह के वो मंज़र सुहाना याद आता है
मदीना याद आता है

अदब से बैठ कर उस गुंबद-ए-ख़ज़रा के साए में
नबी की याद में आँसू बहाना याद आता है
मदीना याद आता है

रसूलुल्लाह के दरबार में, उन की मोहब्बत में
वो मेरा रोज़-ओ-शब का आना-जाना याद आता है
मदीना याद आता है

ओवैस-ए-कर्न बोले, माँ ! इजाज़त दीजिए मुझ को
जुदाई में तड़पता हूँ, मदीना याद आता है
मदीना याद आता है

मज़ार-ए-फ़ातिमा पे कर्बला वालों की याद आई
मदीने वाले आक़ा का घराना याद आता है
मदीना याद आता है

नबी के ज़िक्र की महफ़िल में आते ही मुझे, मोहसिन !
मदीना याद आता था, मदीना याद आता है
मदीना याद आता है

ना’त-ख़्वाँ:
यूसुफ़ मेमन
शहबाज़ क़मर फ़रीदी
मुहम्मद आज़म क़ादरी
फ़रहान अली क़ादरी

 

dar-e-aqdas pe haal-e-dil sunaana yaad aata hai
madina aata hai
madine me.n jo guzra wo zamaana yaad aata hai
madina aata hai

KHuda ke noor ke jalwe jo dekhe mai.n ne tayba me.n
mujhe reh reh ke wo manzar suhaana yaad aata hai
madina aata hai

adab se baiTh kar us gumbad-e-KHazra ke saae me.n
nabi ki yaad me.n aansu bahaana yaad aata hai
madina aata hai

rasoolullah ke darbaar me.n, un ki mohabbat me.n
wo mera roz-o-shab ka aana-jaana yaad aata hai
madina aata hai

owais-e-karn bole, maa.n ! ijaazat dijiye mujh ko
judaai me.n ta.Dapta hu.n, madina aata hai
madina aata hai

mazaar-e-faatima pe karbala waalo.n ki yaad aai
madine waale aaqa ka gharaana yaad aata hai
madina aata hai

nabi ke zikr ki mehfil me.n aate hi mujhe, Mohsin !
madina yaad aata tha, madina aata hai
madina aata hai

Naat-Khwaan:
Yusuf Memon
Shahbaaz Qamar Fareedi
Muhammad Azam Qadri
Farhan Ali Qadri
हिन्दी
ENG

 

Popular Posts

Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With TazmeenDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...118 views
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho LyricsMera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics Mera Jeena Mera...79 views
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...64 views
Rehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf LyricsRehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf Lyrics   Rehmat Na...52 views
Allah Janta Hai Muhammad Ka Martaba Lyricsℹ️ Kalaam Info (Jankari) Attribute Detail Kalam (Title) Allāh Jāntā Hai Muḥammad...46 views

Leave a Comment