Sabhi Ka Rahnuma Mera Nabi Hai Lyrics

सभी का रहनुमा मेरा नबी है | हबीब-ए-किब्रिया मेरा नबी है / Sabhi Ka Rahnuma Mera Nabi Hai | Habib-e-Kibriya Mera Nabi Hai
सभी का रहनुमा मेरा नबी है
हबीब-ए-किब्रिया मेरा नबी है

नबी सारे हसीं हैं, मेरे मौला !
हुस्न की इंतिहा मेरा नबी है

सुनो, आदम से ले यौम-ए-हशर तक
सभी का दिलरुबा मेरा नबी है

जिसे आदम से पहले था बनाया
वोही तो, बा-ख़ुदा ! मेरा नबी है

चलो, अक़्सा में तुम को मैं दिखाऊँ
इमाम-ए-अंबिया मेरा नबी है

किसी से क्यूँ करूँ फ़रियाद, काविश !
मेरा तो आसरा मेरा नबी है

ना’त-ख़्वाँ:
मुहम्मद आज़म क़ादरी

 

sabhi ka rahnuma mera nabi hai
habeeb-e-kibriya mera nabi hai

nabi saare hasee.n hai.n, mere maula !
husn ki intiha mera nabi hai

suno, aadam se le yaum-e-hashar tak
sabhi ka dilruba mera nabi hai

jise aadam se pehle tha banaaya
wohi to, baa-KHuda ! mera nabi hai

chalo, aqsa me.n tum ko mai.n dikhaau.n
imaam-ul-ambiya mera nabi hai

kisi se kyu.n karu.n fariyaad, Kaawish !
mera to aasra mera nabi hai

Naat-Khwaan:
Muhammad Azam Qadri

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...1,948 views
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics     Naseebon Ko Jagaya...901 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...734 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen | Barkate RazaDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...518 views
Allah Janta Hai Muhammad Ka Martaba Lyricsℹ️ Kalaam Info (Jankari) Attribute Detail Kalam (Title) Allāh Jāntā Hai Muḥammad...474 views

Leave a Comment