Aah Jati Hai Falak Par Raham Lane Ke Liye Kyrics

Aah Jaati Hai Falak Par Raham Laane K Liye
Baadlon Hat Jao! De Do Raah Jaane K Liye

Aye Dua Haan Arz Kar Arshe Ilaahi Tham Kay
Aye Khuda! Ab Pher De Rukh Gardishe Ayam Kay

Raham Kar, Na Apne Aaine Karam Ko Bhul Jaa
Ham Tujhe Bhule Hain Laikin Tu Na Ham Ko Bhul Jaa

Khlaq K Rounde Huye, Duniya K Thukraye Huye
Aae Hain Tere Dar Pe Ab Haat Phailaye Huye

Khwar Hain, Badkar Hain, Doobe Huye Zillt Me Haiin
Kuch Bhi Hain Laikin Tere Maheboob Ki Ummat Me Hain

Haq Parston Ki Agar Ki Tune Diljoi Nahi Ki
Taana Denge Baar Muslim K Muslim K Khuda Nahi……

English Translation:

The sigh reaches the sky to bring forth the mercy
O clouds! Move aside and make way for it….
O prayer! Hold the throne of Allah and tell him
Ya Khuda! Please turn over the direction of change of fortunes…
Have mercy on us please don’t forget your grace
We have forgotten you but please you don’t forget us…
The world have downtrodden us and rejected us
and now we have reached your door with hands spread wide…
We are really bad, tired and sunken in insults
But we belong to the ummah of your beloved…

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...8,258 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...2,486 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...1,553 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...1,512 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...1,279 views

1 thought on “Aah Jati Hai Falak Par Raham Lane Ke Liye Kyrics”

Leave a Comment