Sab Bolte Hai Kya Hai Bareilly Shareef Me,
Aaqa Ka Moj’ja Hai Barelly Shareef Me.
Sab Puchte Hai Kya Hai Barelly Sharif Me,
Jannat Ka Rasta Hai BareillyShareef Me,
Jhoota jo Usme Dekhe To Jhoota Dikhai De,
Sacha Jo Usme Dekhe To Sacha Dikhai De
ek Aisa Aaina He Bareilly Sharif Me.
Jisne Raza K Faiz KaDariya Baha Diya,
Ungli Pakad k Ghaus Se Hamko Mila Diya,
Wo Mustafa Raza He bareilly Shareef me.
Ham Sab Ka Peshwa Hai Bareily Shareef me,
Sarkar (Sallallahu Alaihi Wsallam) Ki Raza Hai Bareilly Shareef Me.
**$**
# Taalib-e-dua #
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,142 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,950 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,928 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,586 views