Dil Ka Arman Hai Aarzoo Hai Yahi Naat Lyrics

दिल का अरमान है आरज़ू है यही, मेरा सोया मुक़द्दर जगा दीजिए / Dil Ka Armaan Hai Aarzoo Hai Yahi, Mera Soya Muqaddar Jaga Dijiye
दिल का अरमान है, आरज़ू है यही
मेरा सोया मुक़द्दर जगा दीजिए
मर न जाऊँ कहीं, ख़ातमुल-मुर्सलीं !
सब्ज़-गुंबद हमें फिर दिखा दीजिए

दिल का अरमान है, आरज़ू है यही
मेरा सोया मुक़द्दर जगा दीजिए

प्यार से बोले एक दिन ये ज़हरा के लाल
सुनिए इक बात मेरी, ए प्यारे बिलाल !
जो सुनाते रहे नाना-जाँ को मेरे
वो अज़ाँ आज फिर से सुना दीजिए

दिल का अरमान है, आरज़ू है यही
मेरा सोया मुक़द्दर जगा दीजिए

जो भी मुर्दा कहे मेरे सरकार को
छोड़िए न कभी ऐसे ग़द्दार को
चढ़ के सीने पे उस के, मेरे दोस्तो !
दोनों हाथों से गर्दन दबा दीजिए

दिल का अरमान है, आरज़ू है यही
मेरा सोया मुक़द्दर जगा दीजिए

सुन्नियत का चमन लहलहाने लगे
नजदियत का क़िला’ थरथराने लगे
मस्लक-ए-आ’ला-हज़रत का सुनिए, शमीम !
एक पुर-ज़ोर ना’रा लगा दीजिए

दिल का अरमान है, आरज़ू है यही
मेरा सोया मुक़द्दर जगा दीजिए

शायर:
शमीम फ़ैज़ी

ना’त-ख़्वाँ:
शमीम फ़ैज़ी

 

dil ka armaan hai, aarzoo hai yahi
mera soya muqaddar jaga dijiye
mar na jaau.n kahi.n, KHaatmul-mursalee.n !
sabz-gumbad hame.n phir dikha dijiye

dil ka armaan hai, aarzoo hai yahi
mera soya muqaddar jaga dijiye

pyaar se bole ek din ye zahra ke laal
suniye ik baat meri, ai pyaare bilaal !
jo sunaate rahe naana-jaa.n ko mere
wo azaa.n aaj phir se suna dijiye

dil ka armaan hai, aarzoo hai yahi
mera soya muqaddar jaga dijiye

jo bhi murda kahe mere sarkaar ko
chho.Diye na kabhi aise Gaddaar ko
cha.Dh ke seene pe us ke, mere dosto !
dono.n haatho.n se gardan daba dijiye

dil ka armaan hai, aarzoo hai yahi
mera soya muqaddar jaga dijiye

sunniyat ka chaman lahlahaane lage
najdiyat ka qila’ thartharaane lage
maslak-e-aa’la-hazrat ka suniye, Shameem !
ek pur-zor naa’ra laga dijiye

dil ka armaan hai, aarzoo hai yahi
mera soya muqaddar jaga dijiye

Poet:
Shameem Faizi

Naat-Khwaan:
Shameem Faizi

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...2,352 views
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics     Naseebon Ko Jagaya...927 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...817 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen | Barkate RazaDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...525 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...510 views

Leave a Comment