Ye To Khwaja Ka Karam Hai Manqabat Lyrics

ये तो ख़्वाजा का करम है, मेरे ख़्वाजा का करम है / Ye To Khwaja Ka Karam Hai, Mere Khwaja Ka Karam Hai
ये तो ख़्वाजा का करम है
मेरे ख़्वाजा का करम है
ये तो ख़्वाजा का करम है

लेते ही नाम ख़्वाजा का तूफ़ान हट गया
कश्ती में मेरी आ के समंदर सिमट गया

ये तो ख़्वाजा का करम है
मेरे ख़्वाजा का करम है
ये तो ख़्वाजा का करम है

ख़्वाजा के ‘इश्क़ में मुझे बतलाऊँ क्या मिला
मुर्शिद मिले, रसूल मिले और ख़ुदा मिला

ये तो ख़्वाजा का करम है
मेरे ख़्वाजा का करम है
ये तो ख़्वाजा का करम है

दामन को मेरे भर दिया ख़ुशियों से ख़्वाजा ने
औक़ात से ज़ियादा नवाज़ा है ख़्वाजा ने

ये तो ख़्वाजा का करम है
मेरे ख़्वाजा का करम है
ये तो ख़्वाजा का करम है

जिस वक़्त मैंने, दोस्तो ! ख़्वाजा को पुकारा
फ़ौरन ही मिल गया मुझे मुश्किल में सहारा
जब से मिला है मुझ को उसी दर का उतारा
पहुँचा बुलंदियों पे मुक़द्दर का सितारा

ये तो ख़्वाजा का करम है
मेरे ख़्वाजा का करम है
ये तो ख़्वाजा का करम है

मुझ ग़मज़दा को आप ने दर पे बुला लिया
दामन में अपने ख़्वाजा ने मुझ को छुपा लिया
ख़्वाजा पिया का मुझ पे ये एहसान देखिए
मुझ जैसे इक हक़ीर को अपना बना लिया

ये तो ख़्वाजा का करम है
मेरे ख़्वाजा का करम है
ये तो ख़्वाजा का करम है

क्या शान-ए-करम, जूद-ओ-सख़ा, बहर-ए-‘अता है
ख़ुद मँगतों को ख़्वाजा का करम ढूँढ रहा है
जब तक बिका न था तो कोई पूछता न था
तुम ने ख़रीद कर मुझे अनमोल कर दिया

ये तो ख़्वाजा का करम है
मेरे ख़्वाजा का करम है
ये तो ख़्वाजा का करम है

निस्बत मिली है जब से मुझे तेरे नाम की
‘इज़्ज़त जहाँ में होने लगी इस ग़ुलाम की

ये तो ख़्वाजा का करम है
मेरे ख़्वाजा का करम है
ये तो ख़्वाजा का करम है

कभी कभी तो कोई नवाज़े
मेरा ख़्वाजा सदा नवाज़े

उसी दर की बदौलत, बा-ख़ुदा, पाई है ये दौलत
लुटाता जाता हूँ जितनी ये उतनी बढ़ती जाती है

ये तो ख़्वाजा का करम है
मेरे ख़्वाजा का करम है
ये तो ख़्वाजा का करम है

शायर:
असलम साबरी

ना’त-ख़्वाँ:
असलम साबरी
क़ारी रियाज़ुद्दीन अशरफ़ी

 

ye to KHwaja ka karam hai
mere KHwaja ka karam hai
ye to KHwaja ka karam hai

lete hi naam KHwaja ka toofaan haT gaya
kashti me.n meri aa ke samandar simaT gaya

ye to KHwaja ka karam hai
mere KHwaja ka karam hai
ye to KHwaja ka karam hai

KHwaja ke ‘ishq me.n mujhe batlaau.n kya mila
murshid mile, rasool mile aur KHuda mila

ye to KHwaja ka karam hai
mere KHwaja ka karam hai
ye to KHwaja ka karam hai

daaman ko mere bhar diya KHushiyo.n se KHwaja ne
auqaat se bhi ziyaada nawaaza hai KHwaja ne

ye to KHwaja ka karam hai
mere KHwaja ka karam hai
ye to KHwaja ka karam hai

jis waqt mai.n ne, dosto ! KHwaja ko pukaara
fauran hi mil gaya mujhe mushkil me.n sahaara
jab se mila hai mujh ko usi dar ka utaara
pahuncha bulandiyo.n pe muqaddar ka sitaara

ye to KHwaja ka karam hai
mere KHwaja ka karam hai
ye to KHwaja ka karam hai

mujh Gamzada ko aap ne dar pe bula liya
daaman me.n apne KHwaja ne mujh ko chhupa liya
KHwaja piya ka mujh pe ye ehsaan dekhiye
mujh jaise ik haqeer ko apna bana liya

ye to KHwaja ka karam hai
mere KHwaja ka karam hai
ye to KHwaja ka karam hai

kya shaan-e-karam, jood-o-saKHa, bahr-e-‘ata hai
KHud mangto.n ko KHwaja ka karam Dhoo.nDh raha hai
jab tak bika na tha to koi poochhta na tha
tum ne KHareed kar mujhe anmol kar diya

ye to KHwaja ka karam hai
mere KHwaja ka karam hai
ye to KHwaja ka karam hai

nisbat mili hai jab se mujhe tere naam ki
‘izzat jahaa.n me.n hone lagi is Gulaam ki

ye to KHwaja ka karam hai
mere KHwaja ka karam hai
ye to KHwaja ka karam hai

kabhi kabhi to koi nawaaze
mera KHwaja sada nawaaze

usi dar ki badaulat, baa-KHuda, paai hai ye daulat
luTaata jaata hu.n jitni ye utni ba.Dhti jaati hai

ye to KHwaja ka karam hai
mere KHwaja ka karam hai
ye to KHwaja ka karam hai

Poet:
Aslam Sabri

Naat-Khwaan:
Aslam Sabri
Qari Riyazuddin Ashrafi

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...1,791 views
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics     Naseebon Ko Jagaya...888 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...631 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen | Barkate RazaDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...513 views
Allah Janta Hai Muhammad Ka Martaba Lyricsℹ️ Kalaam Info (Jankari) Attribute Detail Kalam (Title) Allāh Jāntā Hai Muḥammad...455 views

Leave a Comment