Najaf Ke Shah Ko Dukhda Sunane Jaunga Naat Lyrics

नजफ़ के शाह को दुखड़ा सुनाने जाऊँगा / Najaf Ke Shah Ko Dukhda Sunane Jaunga | Najaf Ke Shah Ko Dukhra Sunane Jaunga

नजफ़ के शाह को दुखड़ा सुनाने जाऊँगा
‘अली, ख़ुदा के वली को मनाने जाऊँगा

नजफ़ के शाह को दुखड़ा सुनाने जाऊँगा

हैं मुस्तफ़ा के वो दामाद, रब के प्यारे हैं
जो बे-सहारे हैं उन के ‘अली सहारे हैं
उन्हीं को ग़म की कहानी सुनाने जाऊँगा

नजफ़ के शाह को दुखड़ा सुनाने जाऊँगा

मुरादें मिलती हैं मुश्किल-कुशा की चौखट पर
ये आरज़ू है ‘अली मुर्तज़ा की चौखट पर
हसन-हुसैन का सदक़ा मैं पाने जाऊँगा

नजफ़ के शाह को दुखड़ा सुनाने जाऊँगा

नजफ़ का शहर यक़ीनन दयार-ए-रहमत है
दर-ए-‘अली मेरी नज़रों में रश्क-ए-जन्नत है
मैं अपने दिल में वो जन्नत बसाने जाऊँगा

नजफ़ के शाह को दुखड़ा सुनाने जाऊँगा

ग़रज़ किसी से नहीं, उन से है उमीद-ए-करम
बहुत तवील है अपनी ये दास्तान-ए-अलम
‘अली सुने न सुने, मैं सुनाने जाऊँगा

नजफ़ के शाह को दुखड़ा सुनाने जाऊँगा

ज़माने भर की परेशानियों ने घेरा है
मेरी हयात में चारों-तरफ़ अँधेरा है
गुज़र रही है जो दिल पर बताने जाऊँगा

नजफ़ के शाह को दुखड़ा सुनाने जाऊँगा

मैं लड़खड़ाया तो मौला मुझे सँभालेंगे
यक़ीन है मुझे मौला गले लगा लेंगे
मैं उन के दर पे जबीं को झुकाने जाऊँगा

नजफ़ के शाह को दुखड़ा सुनाने जाऊँगा

नशीद-ख़्वाँ:
मुबारक बेग़म
अमजद बल्तिस्तानी
मु’अज़्ज़म अली मिर्ज़ा

 

najaf ke shaah ko dukh.Da sunaane jaaunga
‘ali, KHuda ke wali ko manaane jaaunga

najaf ke shaah ko dukh.Da sunaane jaaunga

hai.n mustafa ke wo daamaad, rab ke pyaare hai.n
jo be-sahaare hai.n un ke ‘ali sahaare hai.n
unhi.n ko Gam ki kahaani sunaane jaaunga

najaf ke shaah ko dukh.Da sunaane jaaunga

muraade.n milti hai.n mushkil-kusha ki chaukhaT par
ye aarzoo hai ‘ali murtaza ki chaukhaT par
hasan-husain ka sadqa mai.n paane jaaunga

najaf ke shaah ko dukh.Da sunaane jaaunga

najaf ka shahar yaqeenan dayaar-e-rahmat hai
dar-e-‘ali meri nazro.n me.n rashk-e-jannat hai
mai.n apne dil me.n wo jannat basaane jaaunga

najaf ke shaah ko dukh.Da sunaane jaaunga

garaz kisi se nahi.n, un se hai umeed-e-karam
bahut taweel hai apni ye daastaan-e-alam
‘ali sune na sune, mai.n sunaane jaaunga

najaf ke shaah ko dukh.Da sunaane jaaunga

zamaane bhar ki pareshaaniyo.n ne ghera hai
meri hayaat me.n chaaro.n-taraf andhera hai
guzar rahi hai jo dil par bataane jaaunga

najaf ke shaah ko dukh.Da sunaane jaaunga

mai.n la.Dkha.Daaya to maula mujhe sambhaalenge
yaqeen hai mujhe maula gale laga lenge
mai.n un ke dar pe jabee.n ko jhukaane jaaunga

najaf ke shaah ko dukh.Da sunaane jaaunga

Nasheed-Khwaan:
Mubarak Begum
Amjad Baltistani
Muazzam Ali Mirza

Popular Posts

Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho LyricsMera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics Mera Jeena Mera...12 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With TazmeenDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...6 views
Allah Badshah Maula Badshahअल्लाह बादशाह मौला बादशाह / Allah Badshah Maula Badshah या अल्लाहु !...6 views
Hai Noori Paseene Ki Mahak Se Ye Chaman Phoolहै नूरी पसीने की महक से ये चमन फूल | सर-ता-ब-क़दम है...5 views
Sarkar Apna Roza E Anwar DikhayeSarkar apna rouza-e-anwar dikhaye   Sarkar apna rouza-e-anwar dikhaye, Ham dard ke...4 views

Leave a Comment