Jo Tum Ghamgeen Ho Jao To Rab Se Guftagu Karna Lyrics

JO tum mayoos ho jao to rab se guftgu karna – awesome urdu poetry:

ﺟﻮ ﺗﻢ ﻣﺎﯾﻮﺱ ﮨﻮ ﺟﺎﺅ , ﺗﻮ ﺭﺏ ﺳﮯ ﮔﻔﺘﮕﻮ ﮐﺮﻧﺎ
ﻭﻓﺎ ﮐﯽ ﺁﺭﺯﻭ ﮐﺮﻧﺎ
ﺳﻔﺮ ﮐﯽ ﺟﺴﺘﺠﻮ ﮐﺮﻧﺎ
ﺟﻮ ﺗﻢ ﻣﺎﯾﻮﺱ ﮨﻮ ﺟﺎﺅ
ﺗﻮ ﺭﺏ ﺳﮯ ﮔﻔﺘﮕﻮ ﮐﺮﻧﺎ
ﯾﮧ ﺍﮐﺜﺮ ﮨﻮ ﺑﮭﯽ ﺟﺎﺗﺎ ﮨﮯ
ﮐﮧ ﮐﻮﺋﯽ ﮐﮭﻮ ﺑﮭﯽ ﺟﺎﺗﺎ ﮨﮯ
ﻣﻘﺪﺭ ﮐﻮ ﺑﺮﺍ ﺑﮭﻼ ﺟﺎﻧﻮ ﮔﮯ
ﺗﻮ ﭘﮭﺮ ﯾﮧ ﺳﻮ ﺑﮭﯽ ﺟﺎﺗﺎ ﮨﮯ
ﺍﮔﺮ ﺗﻢ ﺣﻮﺻﻠﮧ ﺭﮐﮭﻮ
ﻭﻓﺎ ﮐﺎ ﺳﻠﺴﻠﮧ ﺭﮐﮭﻮ
ﺟﺴﮯ ﺗﻢ ﺧﺎﻟﻖ ﮐﮩﺘﮯ ﮨﻮ
ﺗﻮ ﺍُﺱ ﺳﮯ ﺭﺍﺑﻄﮧ ﺭﮐﮭﻮ
ﻣﯿﮟ ﯾﮧ ﺩﻋﻮﮮ ﺳﮯ ﮐﮩﺘﺎ ﮨﻮﮞ
ﮐﺒﮭﯽ ﻧﺎ ﮐﺎﻡ ﻧﮧ ﮨﻮ ﮔﮯ
ﻋﺸﻖِ ﺣﻘﯿﻘﯽ ﮐﻮ ﺳﻤﺠﮫ ﺟﺎﺅ
ﮐﺒﮭﯽ ﺑﺪﻧﺎﻡ ﻧﮧ ﮨﻮﮔﮯ

 

 

jo tum mayoos ho jao, to rab se guftgu karna
wafa ki arzu karna
safar ki just’ju karna
jo tum mayoos ho jao
to rab se guftgu karna
ye aksar ho bhi jata hai
k koi kho bhi jata hai
muqadar ko bura bhala jano ge
to phir ye so bhi jata hai
agr tum housla rakho
wafa ka silsila rakho
jisy tum khaliq kehty ho
to us se rabta rakho
me ye daaway se kehta hon
kabhi nakaam na ho gay
ishq e haqeeqi ko smjh jao gay
kabhi badnaam na ho gay

Popular Posts

Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho LyricsMera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics Mera Jeena Mera...15 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With TazmeenDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...6 views
Allah Badshah Maula Badshahअल्लाह बादशाह मौला बादशाह / Allah Badshah Maula Badshah या अल्लाहु !...6 views
Dastan E Shujaat Ka Darain Main Noha LyricsDastane Shujaath Ka Darain Me – Akber Naqvi & Group (2019) Dastane...5 views
Hai Noori Paseene Ki Mahak Se Ye Chaman Phoolहै नूरी पसीने की महक से ये चमन फूल | सर-ता-ब-क़दम है...5 views

Leave a Comment