Ya Nabi Nuskha E Taskheer Ko Main Jaan Gayi Naat Lyrics

Ya Nabi Nuskha E Taskheer Ko Main Jaan Gayi Naat Lyrics

 

 

Ya nabi nuskha e taskhir ko mai jaan gaya
Us ko sab man gaye aap ko jo maan gaya

Har maka wale ko karta hua hairan gaya
La maka me mera payambar e zeeshan gaya

Us ko sab man gaye aap ko jo maan gaya….

Har bulandi muje pashti ki tarha aayi nazar
Jab mera gumbade khazra ki taraf dhyan gaya

Us ko sab man gaye aap ko jo maan gaya….

Doobte doobte jab unki taraf dhyan gaya
Leke sahil ki taraf khud mujhe toofan gaya

Us ko sab man gaye aap ko jo maan gaya….

Gaib ka Jan ne wala jo unhe maine kaha
Baat iman ki thi kufr bura maan gaya

Us ko sab man gaye aap ko jo maan gaya….

Bas irade se hi mojo ka hua kaam tamam
Ya nabi Kenna hi chaha tha ke Tufan gaya

Us ko sab man gaye aap ko jo maan gaya….

Zindagi me to unhe Jan na paya lekin
Jab meri jaan gai mai bhi unhe jan gaya

Us ko sab man gaye aap ko jo maan gaya….

Jaise barso ki mulakat rahi ho unse
Qabr me dekhte hi mai unhe pehchan gaya

Us ko sab man gaye aap ko jo maan gaya….

Shukr kar shukr ke maut aayi dare aehmad par
Ab madine se kahi Jane ka imkan gaya

Us ko sab man gaye aap ko jo maan gaya….

  • Hazrat Imaam Sayyed Ja’afar al-Saadiq Biography
  • Hazrat Ghaazi Saalaar Mas’ood Biography
  • Hazrat Sayyed Abu Saalih Moosa Jangi-dost Biography
  • Hazrat Sayyed Abul Husain Ahmad-e-Noori Miyan Barkaati Biography
  • Hazrat Imaam Umar bin Abdul Azeez Biography
  • Hazrat Munawwar Ali Shaah Qaadri Biography

Popular Posts

Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho LyricsMera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics Mera Jeena Mera...12 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With TazmeenDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...6 views
Allah Badshah Maula Badshahअल्लाह बादशाह मौला बादशाह / Allah Badshah Maula Badshah या अल्लाहु !...6 views
Hai Noori Paseene Ki Mahak Se Ye Chaman Phoolहै नूरी पसीने की महक से ये चमन फूल | सर-ता-ब-क़दम है...5 views
Sarkar Apna Roza E Anwar DikhayeSarkar apna rouza-e-anwar dikhaye   Sarkar apna rouza-e-anwar dikhaye, Ham dard ke...4 views

Leave a Comment