Kya Shan Pai Allahu Akbar Lyrics | Siddiq-e-Akbar Siddiq-e-Akbar

Kya Shan Pai Allahu Akbar Lyrics | Siddiq-e-Akbar Siddiq-e-Akbar

 

Kya Shaan Paai Allahu Akbar !
Siddiq-E-Akbar ! Siddiq-E-Akbar !
Sarkaar Ke Ho Tum Khaas Dilbar
Siddiq-E-Akbar ! Siddiq-E-Akbar !

Tumhi To Thahre Pehle Khalifa
Har Ik Sahaabi Qaail Tumhaara
Faarooq Ho Ya ‘Usmaan-O-Haidar
Siddiq-E-Akbar ! Siddiq-E-Akbar !

Har Waqt Aaqa Ke Saath Rahte
Safar-O-Hazar Men Baazaar-O-Ghar Men
Ab Bhi Lahad Men Un Ke Baraabar
Siddiq-E-Akbar ! Siddiq-E-Akbar !

Kaisi Hai Raunaq ! ‘Usmaan ‘Umar Bhi
Darbaar Men Hain Haazir ‘Ali Bhi
Karte Hain Bai’at Shabbir-O-Shabbar
Siddiq-E-Akbar ! Siddiq-E-Akbar !

Ashaab Ke Gun Gaate Rahenge
‘Izzat Pe Pehra Dete Rahenge
Ham Bhi Ujaagar ! Khaadim Hain Naukar
Siddiq-E-Akbar ! Siddiq-E-Akbar !

 

  • Allama Saim Chishti Naat Lyrics
  • Amir Khusro Naat Lyrics
  • Arabic Naat Lyrics
  • Arifana Kalam Lyrics
  • Armaghan-e-Hijaz Lyrics by Allama Iqbal
  • Asad Iqbal Kolkattavi Naat Lyrics
  • Ayah of the Day

Kya Shan Pai Allahu Akbar Lyrics | Siddiq-e-Akbar Siddiq-e-Akbar

क्या शान पाई, अल्लाहु अकबर !
सिद्दीक़-ए-अकबर ! सिद्दीक़-ए-अकबर !
सरकार के हो तुम ख़ास दिलबर
सिद्दीक़-ए-अकबर ! सिद्दीक़-ए-अकबर !

तुम्ही तो ठहरे पहले ख़लीफ़ा
हर इक सहाबी क़ाइल तुम्हारा
फ़ारूक़ हो या ‘उस्मान-ओ-हैदर
सिद्दीक़-ए-अकबर ! सिद्दीक़-ए-अकबर !

हर वक़्त आक़ा के साथ रहते
सफ़र-ओ-हज़र में, बाज़ार-ओ-घर में
अब भी लहद में उन के बराबर
सिद्दीक़-ए-अकबर ! सिद्दीक़-ए-अकबर !

कैसी है रौनक़ ! ‘उस्माँ, ‘उमर भी
दरबार में हैं हाज़िर ‘अली भी
करते हैं बै’अत शब्बीर-ओ-शब्बर
सिद्दीक़-ए-अकबर ! सिद्दीक़-ए-अकबर !

असहाब के गुन गाते रहेंगे
‘इज़्ज़त पे पहरा देते रहेंगे
हम भी, उजागर ! ख़ादिम हैं नौकर
सिद्दीक़-ए-अकबर ! सिद्दीक़-ए-अकबर !

 

 

 

 

Popular Posts

Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho LyricsMera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics Mera Jeena Mera...16 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With TazmeenDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...7 views
Allah Badshah Maula Badshahअल्लाह बादशाह मौला बादशाह / Allah Badshah Maula Badshah या अल्लाहु !...6 views
Dastan E Shujaat Ka Darain Main Noha LyricsDastane Shujaath Ka Darain Me – Akber Naqvi & Group (2019) Dastane...5 views
Allah Janta Hai Muhammad Ka Martaba Lyricsℹ️ Kalaam Info (Jankari) Attribute Detail Kalam (Title) Allāh Jāntā Hai Muḥammad...5 views

Leave a Comment