Zahe Qismat Me Hu Mangata Muinuddin Chishti Ka Lyrics

Zahe Qismat Me Hu Mangata Muinuddin Chishti Ka Lyrics

 

Zahe Qismat Me Hu Mangata Muinuddin Chishti Ka Lyrics
Zahe Qismat Me Hu Mangata Muinuddin Chishti Ka Lyrics

Zahe qismat me hu mangata muinuddin chishti ka
Meri Joli me he tukado muinuddin chishti ka

Anna sagar se puchho auliya allah ki taqat
Bahot he mashhoor kissa muinuddin chishti ka
Zahe qismat me hu mangata…….

Tufaile panjatan goshul Wara o aalahazrat ke
Khuda ya ho ata sadaqa muinuddin chishti ka
Zahe qismat me hu mangata…….

Anna sagar ko kunje me jo bharle to kya tajjub he
He bharat ka har Ek khitta muinuddin chishti ka
Zahe qismat me hu mangata…….

Jidhar dekho udhar he anjuman unke diwane ki
Faqat me hi nahi shayda muinuddin chishti ka
Zahe qismat me hu mangata…….

Faqiro badashaho aawo apni Joli bharlo
He har dam faiz pe dariya muinuddin chishti ka
Zahe qismat me hu mangata…….

“rifai” bhi chalega suwe jannat youme mahashar ke
He daman hath me kiska muinuddin chishti ka

Zahe qismat me hu mangata muinuddin chishti ka
Meri Joli me he tukado muinuddin chishti ka

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...3,468 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...992 views
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics     Naseebon Ko Jagaya...949 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...709 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...680 views

Leave a Comment