SUN LO KHUDA KAY WASTAY APNAY GADA KI ARZ NAAT LYRICS

SUN LO KHUDA KAY WASTAY APNAY GADA KI ARZ NAAT LYRICS

 

 

Sun lo khuda kay wastay apnay gada ki arz

ye arz hai huzur bare benawa ki arz

sarkar bulayenge sarkar bulayenge

ghabrao na deewano sarkar bulayenge

 

hum masjide nabwi ke dekhenge minaro ko

or gumbade khazara ke purnur nazaro ko

hum jake madina phir wapas nahi aayenge

ghabrao na deewano sarkar …………………

 

mil jayengi tabire ik roz khwabo ki

gir jayengi diware tum dekhana raho ki

phir roz-ae akadas par hum aansu bahayenge

ghabrao na deewano sarkar …………………

 

jab hashr ke maidan mai ik hashr bapa hoga

jab faisla ummat ka karne ko khuda hoga

ummat ko shahe batha daman me chhupayenge

ghabrao na deewano sarkar …………………

 

lillaha muhammad(saw) se roodad meri kehna

ye puchh ke aaka se ai hajiyo tum aana

‘ishrat’ ko shahe-batha kab aap bulayenge

ghabrao na deewano sarkar …………………

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...3,929 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...1,099 views
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics     Naseebon Ko Jagaya...966 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...753 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...737 views