Teri Jaliyon Ke Neechy Naat Lyrics

Teri Jaliyon Ke Neechy Naat Lyrics

 

Roman(ENG):

Teri Jaliyon ke niche Teri Rehmaton ke saye
Jise dekhni ho Jannat Wo Madina dekh aaye

Kesi wahan ki Raatein Kesi wahan ki Baatein
Unhe Puchhlo Nabi ka jo Madinah dekh aaye

Na ye Badshahi se hai na ye baat maalo Zar ki
Wohi jaata hai Madine Aaqa jise bulayein

Roze ke Saamne mein Ye Duaaein mangata tha
Meri jaan nikal to jaae ye sama badal na jaae

Taybah ke Aye Musafir ! Tumhein deta hun Duaaen
Dare Mustafa pe jakar Tu jahan ko bhul jaae

Wo ZAHURI Yaar Mera Wohi gham gusar Mera
Meri qabr par jo aakar Naate Nabi sunaae

 

हिंदी(HINDI):

तेरी जालियों के निचे, तेरी रहमतों के साये
जिसे देखनी हो जन्नत, वो मदीना देख आये

कैसी वहां की रातें, कैसी वहां की बातें
उन्हें पुछलो नबी का जो मदीना देख आये

न ये बादशाही से है, न ये बात मालो ज़र की
वो ही जाता है मदीने आक़ा जिसे बुलाएं

रोज़े के सामने में ये दुआएं मांगता था
मेरी जान निकल तो जाए, ये समां बदल न जाए

तयबाह के अये मुसाफिर ! तुम्हें देता हूँ दुआएं
दरे मुस्तफा पे जा कर तू जहाँ को भूल जाए

वो ज़हूरी यार मेरा वही ग़म गुसार मेरा
मेरी क़ब्र पर जो आकर नाते नबी सुनाए

 

Popular Posts

Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With TazmeenDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...126 views
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho LyricsMera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics Mera Jeena Mera...79 views
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...67 views
Rehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf LyricsRehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf Lyrics   Rehmat Na...53 views
Allah Janta Hai Muhammad Ka Martaba Lyricsℹ️ Kalaam Info (Jankari) Attribute Detail Kalam (Title) Allāh Jāntā Hai Muḥammad...48 views

Leave a Comment