SARE BAZM JHOOMTA HAI SARE AAM JHOOMTA HAI NAAT LYRICS

SARE BAZM JHOOMTA HAI SARE AAM JHOOMTA HAI NAAT LYRICS

 

 

Sare bazm jhoomta hai sare aam jhoomta hai
Tera naam sunke tera yeh ghulam jhoomta hai

Joh mila makaam jisko woh mila tere karam se
Tu kadam jahan bhi rakhe woh makaam jhoomta hai

Maine jis namaz me bhi tera kar liye tasawwur
Mera woh Ruku woh Sajda woh Qayam jhoomta hai

Tere naam ne atah ki meri naam ko bhi azmat
Tera naam saath ho toh mera naam hoomta hai

Tera mai-kade me aaya toh khula yeh raaz Tahir
Tere haath se mila mile wohi jaam jhoomta hai

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,155 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,957 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,930 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,592 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...2,038 views

Leave a Comment