Naame Muhammad Kitna Meetha Meetha Lagta Hai Lyrics

Naame Muhammad Kitna Meetha Meetha Lagta Hai Lyrics Roman(Eng) & Hindi || Faizan Raza & Ammar Raza Attari
Roman:

Naame Muhammad Kitna Meetha Meetha Lagta Hai
Naame Muhammad Kitna Meetha Meetha Lagta Hai

Sallalallahu Alayhi Wa Sallam Sallalallahu Alayhi Wa Sallam

Lab Par Nagme Salle Ala Ke Hathon Mein Kashkol
Dekho To Sarkar Ka Mangtaa Kaisa Lagta Hai

Itna Diya Sarkar Ne Mujko Utni Meri Auqaat Nahin
Ye To Karam Hai Unka Warna Mujmein To Aesi Baat Nahin
Ishqe Shahe Bathaa Se Pehle Mufleeso Khasta Haal Tha Mein
Naame Muhammad Ke Mein Qurbaan Ab Wo Mere Haalat Nahin

Naame Muhammad Kitna Meetha Meetha Lagta Hai
Sallalallahu Alayhi Wa Sallam Sallalallahu Alayhi Wa Sallam

Yaade Nabi Mein Rone Wala Ham Diwaanon Ko
Lakh Paraaya Ho Wo Fir Bhi Apna Lagta Hai

Naame Muhammad Kitna Meetha Meetha Lagta Hai
Sallalallahu Alayhi Wa Sallam Sallalallahu Alayhi Wa Sallam

Aw Adnaan Ki Sej Saji Hai Arshe Bari Par Aaj
Haq Ka Dulaara Bandh Ke Sehraa Kaisa Lagta Hai

Naame Muhammad Kitna Meetha Meetha Lagta Hai
Sallalallahu Alayhi Wa Sallam Sallalallahu Alayhi Wa Sallam

Gauso Qutub Abdaal Qalandar Sab Unke Mohtaaj
Mera Aaqa Sab Waliyon Ka Aaqa Lagta Hai

Naame Muhammad Kitna Meetha Meetha Lagta Hai
Sallalallahu Alayhi Wa Sallam Sallalallahu Alayhi Wa Sallam

Aao Sunaaein Apne Nabi Ko Apne Dil Ki Baat
Unke Ilaawa Kaun Niyaazi Apna Lagta Hai

Mere To Aap Hi Sab Kuchh Hein Rehmate Aalam
Mein Jee Raha Hun Zamaane Mein Aap Hi Ke Liye

Tumhari Yaad Ko Na Kaise Zindagi Samjun
Yahi To Ek Sahaara Hai Zindagi Ke Liye

Unke Ilaawa Kaun Niyaazi Apna Lagta Hai

Naame Muhammad Kitna Meetha Meetha Lagta Hai
Sallalallahu Alayhi Wa Sallam Sallalallahu Alayhi Wa Sallam

हिंदी :
नामे मुहम्मद कितना मीठा मीठा लगता है
नामे मुहम्मद कितना मीठा मीठा लगता है

सल्लल्लाहु अलैहि व सल्लम सल्लल्लाहु अलैहि व सल्लम

लब पर नग्मे सल्ले अला के हाथों में कशकोल
देखो तो सरकार का मँगता कैसा लगता है

इतना दिया सरकार ने मुझको उतनी मेरी औकात नहीं
ये तो करम है उनका वरना मुझमें तो ऐसी बात नहीं
इश्क़े शहे बत्हा से पहले मुफ़लिसों खस्ता हाल था में
नामे मुहम्मद के में क़ुर्बान अब वो मेरे हालात नहीं

नामे मुहम्मद कितना मीठा मीठा लगता है
सल्लल्लाहु अलैहि व सल्लम सल्लल्लाहु अलैहि व सल्लम

यादे नबी में रोने वाला हम दीवानों को
लाख पराया हो वो फिर भी अपना लगता है

नामे मुहम्मद कितना मीठा मीठा लगता है
सल्लल्लाहु अलैहि व सल्लम सल्लल्लाहु अलैहि व सल्लम

अव अदनान की सेज सजी है अर्शे बरी पर आज
हक़ का दुलारा बांध के सेहरा कैसा लगता है

नामे मुहम्मद कितना मीठा मीठा लगता है
सल्लल्लाहु अलैहि व सल्लम सल्लल्लाहु अलैहि व सल्लम

गौसो क़ुतुब अब्दाल क़लन्दर सब उनके मोहताज
मेरा आक़ा सब वालियों का आक़ा लगता है

नामे मुहम्मद कितना मीठा मीठा लगता है
सल्लल्लाहु अलैहि व सल्लम सल्लल्लाहु अलैहि व सल्लम

आओ सुनाएं अपने नबी को अपने दिल की बात
उनके इलावा कौन नियाज़ी अपना लगता है

मेरे तो आप ही सब कुछ हैं रेहमते आलम
में जी रहा हूँ ज़माने में आप ही के लिए

उनके इलावा कौन नियाज़ी अपना लगता है

नामे मुहम्मद कितना मीठा मीठा लगता है
सल्लल्लाहु अलैहि व सल्लम सल्लल्लाहु अलैहि व सल्लम

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...2,353 views
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics     Naseebon Ko Jagaya...927 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...817 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen | Barkate RazaDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...528 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...510 views

Leave a Comment