Main To Sarkar Tora Deewana
Main To Sarkar Tora Deewana
Ab Tou Taiba Bula Lo Ja Na Na
Ab Tou Taiba Bula Lo Ja Na Na
Jaam Per Jaam Ho Ata Mujh Ko
Rahey Abaad Tera Maykhaana
Ab Tou Taiba Bula Lo Ja Na Na
Aqa, Tere Ghar Baar Ki Ye Azmat Hya
Aae Jibreel Bhi Ghulamaana
Ab Tou Taiba Bula Lo Ja Na Na
Bheek Lene Tere Madina Say
Aate Hain Baadshah Faqeeraana
Ab Tou Taiba Bula Lo Ja Na Na
Aap Aae To Ka’aba Qibla Banna
Warna Pehlay Tha Wo Sanam Khaana
Ab Tou Taiba Bula Lo Ja Na Na
Jaane Waale Hazoor Sei Kehna
Hijr Mei Jal Raha Hay Dewaana
Ab Tou Taiba Bula Lo Ja Na Na
Aur Baag-e-panjtan Ki Khair Ho Wasif
Ho Salaamat Rahay Ye Maykhaana
Ab Tou Taiba Bula Lo Ja Na Na
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...2,353 views

Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics Naseebon Ko Jagaya...927 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...817 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen | Barkate RazaDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen ...528 views