Manzar Fiza-e-Dahar Mein Sara Ali Ka Hai Lyrics
Manzar Fiza-E-Dahar Me N Saara ‘Ali Ka Hai
Jis Samt Dekhta Hu N Nazaara ‘Ali Ka Hai
Duniya-E-Aashti Ki Phaban Mujtaba Hasan
Lakht-E-Jigar Nabi Ka Tu Pyaara ‘Ali Ka Hai
Hasti Ki Aab-O-Taab Husain Aasmaa N Janaab
Zahra Ka Laal Raaj Dulaara ‘Ali Ka Hai
Marhab Do-Neem Hai Sar-E-Maqtal Pa Da Huaa
Uthne Ka Ab Nahi N Ki Ye Maara ‘Ali Ka Hai
Kul Ka Jamaal Juzw Ke Chehre Se Hai ‘Ayaa N
Gho De Pe Hai N Husain Nazaara ‘Ali Ka Hai
Ai Arz-E-Paak ! Tujh Ko Mubaarak Ki Tere Paas
Parcham Nabi Ka Chaand Sitaara ‘Ali Ka Hai
Tum Dakhl De Rahe Ho ‘Aqeedat Ke Baab Me N
Dekho ! Mu’aamla Ye Hamaara ‘Ali Ka Hai
Ham Faqr-E-Mast Chaahne Waale ‘Ali Ke Hai N
Dil Par Hamaare Sirf Ijaara ‘Ali Ka Hai
Duniya Me N Aur Kaun Hai Apna Ba-Juz ‘Ali
Ham Bekaso N Ko Hai To Sahaara ‘Ali Ka Hai
Tu Kya Hai Aur Kya Hai Tere ‘Ilm Ki Bisaat
Tujh Par Karam Naseer ! Ye Saara ‘Ali Ka Hai
Poet:
Pir Naseeruddin Naseer
Naat-Khwaan:
Syed Fasihuddin Soharwardi
○──────●●●──────○
“`🌹⚜💎ALI RAZIYALLAHU SE ADAAWAT ALLAH SE ADAAWAT HEI.“`
○──────●●●──────○
_*📃✍🏽👉🏼Me Sayyiduna Umar Farooq RadiyAllahu Ta’ala Anhu Waali Haizi Me In Alfaaz Ka Izaafa Kiya Hai Ki Huzoor Nabi-E-Akram SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Ne Farmaya :👇*_
_*☝🏻📃✍🏽“(Aye Allah!) Jo (Ali) Se Adaawat Rakhe Us Se Too Adaawat Rakh Jo (Ali) Kee Madad Kare Us Kee Too Madad Farma,*_
_*📃✍🏽👉🏼Jo Is Se Mohabbat Kare Too Us Se Mohabbat Kar. Shuabah Ka Kahna Hai Ki Is Kee Jagah Huzoor SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Ne Farmaya :👇*_
_*📃✍🏽Jo (Ali) Se Bughz Rakhe Too (Bhi) Us Se Bughz Rakh.*_
_*📕-Ibn Athir, Usd-ul-Ghabah, 04/103,*_
_*📒-Dhahabi Ne Siyar Aalam An Nubula’ (02/623, 624)*_
_*✍🏽📃👉🏼Me Kaha Hai Ki Hazrat Umar RadiyAllahu Ta’ala Anhu Ne “Aye Ali! Aap Ko Mubarak Ho” Ke Alfaaz Kahe.*_
_*📗-Ibn Kathir, Al-Bidayah Wan-Nihayah, 04/169,*_
_*📘-Ibn Kathir, Al-Bidayah Wan-Nihayah, 05/464.]*_
मंज़र फ़िज़ा-ए-दहर में सारा ‘अली का है
जिस सम्त देखता हूँ, नज़ारा ‘अली का है
दुनिया-ए-आश्ती की फबन, मुज्तबा हसन
लख़्त-ए-जिगर नबी का तू प्यारा ‘अली का है
हस्ती की आब-ओ-ताब, हुसैन आसमाँ जनाब
ज़हरा का लाल, राज दुलारा ‘अली का है
मरहब दो-नीम है सर-ए-मक़्तल पड़ा हुआ
उठने का अब नहीं कि ये मारा ‘अली का है
कुल का जमाल जुज़्व के चेहरे से है ‘अयाँ
घोड़े पे हैं हुसैन, नज़ारा ‘अली का है
ऐ अर्ज़-ए-पाक ! तुझ को मुबारक कि तेरे पास
परचम नबी का, चाँद सितारा ‘अली का है
तुम दख़्ल दे रहे हो ‘अक़ीदत के बाब में
देखो ! मु’आमला ये हमारा ‘अली का है
हम फ़क़्र-ए-मस्त, चाहने वाले ‘अली के हैं
दिल पर हमारे सिर्फ़ इजारा ‘अली का है
दुनिया में और कौन है अपना ब-जुज़ ‘अली
हम बेकसों को है तो सहारा ‘अली का है
तू क्या है और क्या है तेरे ‘इल्म की बिसात
तुझ पर करम, नसीर ! ये सारा ‘अली का है
शायर:
पीर नसीरुद्दीन नसीर
ना’त-ख़्वाँ:
सय्यिद फ़सीहुद्दीन सोहरवर्दी
📚👉🏼🇭🇦🇩🇪🇪🇸.8_
○──────●●●──────○
_*“`📃🌹Jis Ka Mein Wali Hoo’n, Us Ka Ali Wali Hai.”✒*_“`
○──────●●●──────○
_*🔮🌻“Hazrat Ibn Burayda RadiyAllahu a’ala Anhu Apne Waalid Se Riwayat Karte Hain Ki Huzoor Nabi-E-Akram SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Ne Farmaya :👇*_
_*📃🌹“Jis Ka Mein Wali Hoo’n, Us Ka Ali Wali Hai.”*_
_*📒[ 01-Ahmad Bin Hanbal, Al-Musnad, 05/361,*_
_*📗Ibn Abi Shaybah, Al-Musannaf, 12/57, Raqam-12114,*_
_*📘Tabarani, Al-Mu’ajam-ul-Kabir, 05/166, Raqam-4968*_,
_*🔮🌻👉🏼Me Sayyida Fatima RadiyAllahu Ta’ala Anha Se Bhi Riwayat Kee Hai.*_
_*📘Hisam-ud-Deen Hindi, Kanz-ul-Ummal, 11/602, Raqam-32905,*_
_*👆📃👉🏼Yahi Hadees Zara Mukhtalif Alfaaz Ke Saath Hisam-ud-Din Hindi Ne “Kanz-ul-Ummal (15/168, 169, Raqam-36511)”*_
_*🔮🌻��Me Hazrat Ali KarramAllahu Ta’ala Waj’hahul Kareem Se Naqal Kee Hai Aur Kaha Hai Ki Ise Ibn Rahwayah Aur Ibn Jarir Ne Riwayat Kiya Hai…✍🏽*_
👉🏼🇭🇦🇩🇪🇪🇸.9_
○──────●●●──────○
🌹🤝🏻🌻ᴊᴏ ɪsᴇ (ᴀʟɪ ᴋᴏ) ᴅᴏsᴛ ʀᴀᴋʜᴇ ᴜsᴇ ᴛᴏᴏ ᴅᴏsᴛ ʀᴀᴋʜ.
○──────●●●──────○
_*🛡🌹“Hazrat Zayd Bin Arqam RadiyAllahu Ta’ala Anhu Se Riwayat Hai Ki Jab Rasool-E-Akram SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Hijjat-ul-Wada’ Se Waapas Tashrif Laaye To Ghadir Khum Par Qiyaam Farmaya.👇*_
_*🌻💎Aap SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Ne Saaebaan Lagaane Ka Hukm Diya Aur Woh Laga Diye Gaye Phir Farmaya :👇*_
_*🛡🌹👉🏼“Mujhe Lagta Hai Ki Anqarib Mujhe (Wisaal) Ka Bulaawa Aane Ko Hai, Jise Mein Qubool Kar Lunga.*_
_*🛡🌹👉🏼Tehqiq Mein Tumhare Darmiyan Do² Aham Chizein Chhod Kar Ja Raha Hoo’n, Jo Aik Dusare Se Badh Kar Ahmiyat Kee Haamil Hain. Aik Allah Kee Kitab Aur Dusari Meri Aal.*_
_*🛡🌹👉🏼Ab Dekhna Ye Hai Ki Mere Baad Tum In Donon Ke Saath Kya Sulooq Karte Ho Aur Woh Aik Dusare Se Juda Na Hongi, Yaha’n Tak Ki Hawz(-E-Kawthar) Par Mere Saamne Aayengi.”*_
_*🛡🌹👉🏼Phir Hazrat Ali KarramAllahu Ta’ala Waj’hahul Kareem Ka Haath Pakad Kar Farmaya :👇*_
_*⚜✊🏻⚜“Jis Ka Mein Moula Hoo’n, Us Ka Ye Wali Hai, Aye Allah!*_
_*🛡🌹👉🏼Jo Ise (Ali Ko) Dost Rakhe Use Too Dost Rakh Aur Jo Is Se Adaawat Rakhe Us Se Too Adaawat Rakh.”*_
_*📗Ibn Abi Aasim Ne “As-Sunnah (Saath,/644, Raqam-1555)” Me Ise Mukhtasaran Zikr Kiya Hai.*_
_*📒Tabarani, Al-Mu’jam-ul-Kabir, 05/166, Raqam-4969*_
_*📕Nasa’i Ne “Khsa’is Amir-ul-Mominin Ali Bin Abi Talib KarramAllahu Ta’ala Waj’hahul Kareem (Shafah,/84, 85, Raqam-76)”*_
_*🛡🌹👉🏼Me Ye Hadith Sahih Sanad Ke Saath Riwayat Kee Hai.*_
_*📕Aboo Mahasin Ne “Al-Muatasar Min Al-Mukhtasar Min Mushkil-ul-Athar, (02/301)” Me Naqal Kee Hai.]*_
👉🏼🇭🇦🇩🇪🇪🇸.10_
○──────●●●──────○
_*📃✍🏽👉🏼Ibn Wathilah Se Riwayat Ki Unhone Zayd Bin Arqam RadiyAllahu Ta’ala Anhu Se Suna Ki Rasool-E-Akram SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Ne Makkah Aur Madinah Ke Darmiyan Paanch-05 Bade Ghane Darakhton Ke Qareeb Padaaaw Kiya Aur Logon Ne Darakhton Ke Niche Safaayi Kee Aur Aap SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Ne Kuchh Der Aaraam Farmaya.👇*_
_*📃✍🏽👉🏼Namaz Ada Farmayi, Phir Khitaab Farmane Ke Liye Khade Huwe. Allah Ta’ala Kee Hamd Wa Sana Bayan Farmayi,*_
_*📃✍🏽👉🏼Phir Jo Allah Ta’ala Ne Chaaha Aap SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Ne Bayan Kiya. Aap SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Ne Farmaya :👇*_
_*📃✍🏽👉🏼“Aye Logon! Mein Tumhare Darmiyan Do² Chizein Chhod Kar Ja Raha Hoo’n, Jab Tum In Kee Pairwi Karoge Kabhi Ghumraah Nahin Hoge Aur Woh (Do² Chizein) Allah Kee Kitab Aur Mere Ahl-E-Bayt/Awlaad Hai.”*_
_*📃✍🏽👉🏼Is Ke Baad Farmaya :👉🏼 “Kya Tumhein Elm Nahin Ki Mein Mominin Kee Jaanon Se Qareeb Tar Hoo’n ?”*_
_*📃✍🏽👉🏼Aisa Teen³ Martaba Farmaya. Sab Ne Kaha : Haa’n! Phir Aap SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Ne Farmaya :👇*_
_*✊🏻⚜💎“Jis Ka Mein Moula Hoo’n Us Ka Ali Moula Hai.”*_
_*📒Hakim, Al-Mustadrak, 03/109, 110, Raqam-4577,*_
_*📗Ibn Kathir, Al-Bidayah Wan-Nihayah, 04/168,*_
_*📕Hisma-ud-Deen Hindi, Kanz-ul-Ummal, 01/381, Raqam-1657.]*_
👉🏼🇭🇦🇩🇪🇪🇸.11_
○──────●●●──────○
_*🌹⚜Ummat ke liye Nabi-ﷺ kya kon si do Chiz chodi Hei….✍🏽*_
○──────●●●──────○
_*🛡🌹👉🏼“Hazrat Zayd Bin Arqam RadiyAllahu Ta’ala Anhu Riwayat Karte Hain Ki Hum RasoolAllah SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Ke Saath Nikle Yaha’n Tak Ki Ghadir Khum Pahunch Gaye.*_
_*🛡🌹Aap SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Ne Saaebaan Lagaane Ka Hukm Diya.*_
_*🛡🌹Aap SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Us Din Thakaawat Mahsoos Kar Rahe They Aur Woh Din Bahot Garm Tha.*_
_*🛡🌹Aap SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Ne Allah Kee Hamd Wa SanaBayaan Kee Aur Farmaya :👇*_
_*🛡🌹👉🏼“Aye Logon! Allah Ta’ala Ne Jitne Nabi Bheje Har Nabi Ne Apne Se Pehle Nabi Se Nisf Zindagi Paayi, Aur Mujhe Lagta Hai Ki Anqarib Mujhe (Wisaal Ka Bulaawa) Aane Ko Hai Jise Mein Qubool Kar Lunga.*_
_*🛡🌹👉🏼Mein Tumhare Andar Woh Chiz Chhode Ja Raha Hoo’n Ki Us Ke Hote Huwe Tum Hargiz Gumraah Nahin Howge, Woh Kitab-ul-Allah Hai.”*_
_*🛡🌹👉🏼Phir Aap SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Khade Huwe Aur Hazrat Ali KarramAllahu Ta’ala Waj’hahul Kareem Ka Haath Thaam Liya Aur Farmaya :👇*_
_*🛡🌹👉🏼“Aye Logon! Koun Hai Jo Tumhari Jaanon Se Zyaada Qareeb Hai?” Sab Ne Kaha :*_
_*🛡🌹👉🏼Allah Aur Us Ka Rasool Azza Wa Jalla Wa SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Behtar Jaante Hain. (Phir) Farmaya :👇*_
_*🛡🌹👉🏼“Kya Mein Tumhari Jaanon Se Qareeb Tar Nahin Hoo’n ?” Unhone Kaha : Kyoo’n Nahin!*_
_*🛡🌹Aap SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Ne Farmaya : “Jis Ka Mein Mawla Hoo’n Us Ka Ali Mawla Hai.”,,✍🏽*_
_*📗Hakim, Al-Mustadrak, 03/533, Raqam-6272,*_
_*📒Tabarani, Al-Mu’jam-ul-Kabir, 05/171, 172, Raqam-4986,*_
_*📕Hisam-ud-Deen Hindi, Kanz-ul-Ummal, 11/602, Raqam-32904,👈🏻Ye Hadith Shaikhain Kee Shara’it Par Sahih Hai Aur Imam Dhahabi Ne Bhi Ise Sahih Qaraar Diya Hai.]*_
𖡞──────────────𖡞
_*✊🏻🌹ᴀʟɪ ᴏ ᴀʟɪ ʜᴇɪ ᴢɪsᴋɪ ɴᴀsᴀʟ*_ _*ᴍᴇ ʜᴀʀ ᴇɪᴋ ᴡᴀʟɪ ʜᴇɪ..✍🏽*_
𖡞──────────────𖡞